Ye Gham KHushiyon Ki Kyon Mujh Par Nazar Hone Nahin Dete, Urdu Ghazal By Sweety Joshi

Ye Gham KHushiyon Ki Kyon Mujh Par Nazar Hone Nahin Dete is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sweety Joshi. Ye Gham KHushiyon Ki Kyon Mujh Par Nazar Hone Nahin Dete comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Gham KHushiyon Ki Kyon Mujh Par Nazar Hone Nahin Dete on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ غم خوشیوں کی کیوں مجھ پر نظر ہونے نہیں دیتے

سویٹی جوشی

یہ غم خوشیوں کی کیوں مجھ پر نظر ہونے نہیں دیتے

مجھے آغوش میں لے کر سحر ہونے نہیں دیتے

بڑی خاموشی سے رہتے مژۂ دل پہ یہ آنسو

کسی کو درد کی میرے خبر ہونے نہیں دیتے

شجر پر دل کے بیٹھے ہیں پرندے ہجر کے کچھ یوں

کہ شاخوں پر محبت کے ثمر ہونے نہیں دیتے

سجا کر لوگ سپنے اک حسیں سا گھر بنانے کے

بنا لیتے مکاں پر اس کو گھر ہونے نہیں دیتے

سویٹی جوشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Gham KHushiyon Ki Kyon Mujh Par Nazar Hone Nahin Dete

Sweety Joshi

ye gham KHushiyon ki kyon mujh par nazar hone nahin dete
mujhe aaghosh mein le kar sahar hone nahin dete

baDi KHamoshi se rahte mizha-e-dil pe ye aansu
kisi ko dard ki mere KHabar hone nahin dete

shajar par dil ke baiThe hain parinde hijr ke kuchh yun
ki shaKHon par mohabbat ke samar hone nahin dete

saja kar log sapne ek hasin sa ghar banane ke
bana lete makan par us ko ghar hone nahin dete

(454) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Gham KHushiyon Ki Kyon Mujh Par Nazar Hone Nahin Dete written by Sweety Joshi at UrduPoint. Ye Gham KHushiyon Ki Kyon Mujh Par Nazar Hone Nahin Dete is one of the masterpieces written by Sweety Joshi. You can also find the complete poetry collection of Sweety Joshi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sweety Joshi' above.

Ye Gham KHushiyon Ki Kyon Mujh Par Nazar Hone Nahin Dete is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Gham KHushiyon Ki Kyon Mujh Par Nazar Hone Nahin Dete, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.