KaT Gai Raat Subh Hoti Hai, Urdu Ghazal By Syed Agha Ali Mehr

KaT Gai Raat Subh Hoti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Agha Ali Mehr. KaT Gai Raat Subh Hoti Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read KaT Gai Raat Subh Hoti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کٹ گئی رات صبح ہوتی ہے

سید آغا علی مہر

کٹ گئی رات صبح ہوتی ہے

سن مری بات صبح ہوتی ہے

باتوں ہی میں گزر گئی شب وصل

اب کہاں رات صبح ہوتی ہے

اب بھی سورہ کہ بج رہا ہے گجر

ارے بد ذات صبح ہوتی ہے

رات جب جا چکی تو کہتے ہو

اب کہاں گھات صبح ہوتی ہے

اب کہاں ہے شب شباب اے مہرؔ

جاگو ہیہات صبح ہوتی ہے

سید آغا علی مہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KaT Gai Raat Subh Hoti Hai

Syed Agha Ali Mehr

kaT gai raat subh hoti hai
sun meri baat subh hoti hai

baaton hi mein guzar gai shab-e-wasl
ab kahan raat subh hoti hai

ab bhi sura ki baj raha hai gajar
are bad-zat subh hoti hai

raat jab ja chuki to kahte ho
ab kahan ghat subh hoti hai

ab kahan hai shab-e-shabab ai 'mehr'
jago haihat subh hoti hai

(334) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KaT Gai Raat Subh Hoti Hai written by Syed Agha Ali Mehr at UrduPoint. KaT Gai Raat Subh Hoti Hai is one of the masterpieces written by Syed Agha Ali Mehr. You can also find the complete poetry collection of Syed Agha Ali Mehr by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Agha Ali Mehr' above.

KaT Gai Raat Subh Hoti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KaT Gai Raat Subh Hoti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.