Thi Nazare Ki Ghat Aankhon Mein, Urdu Ghazal By Syed Agha Ali Mehr

Thi Nazare Ki Ghat Aankhon Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Agha Ali Mehr. Thi Nazare Ki Ghat Aankhon Mein comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Thi Nazare Ki Ghat Aankhon Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تھی نظارے کی گھات آنکھوں میں

سید آغا علی مہر

تھی نظارے کی گھات آنکھوں میں

کٹ گئی ساری رات آنکھوں میں

دیکھو ان آنکھوں کی سخن گوئی

ہے شرارت کی بات آنکھوں میں

تلخ باتیں ہیں میٹھی نظریں ہیں

زہر منہ میں بنات آنکھوں میں

رونا قسمت میں ہے مروں کیوں کر

ہے یہ آب حیات آنکھوں میں

وہ جو دیکھے جیوں نہ دیکھے مروں

ہے حیات و ممات آنکھوں میں

دیکھیے چشم عفو رحمت سے

مہرؔ کی ہے نجات آنکھوں میں

سید آغا علی مہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Thi Nazare Ki Ghat Aankhon Mein

Syed Agha Ali Mehr

thi nazare ki ghat aankhon mein
kaT gai sari raat aankhon mein

dekho un aankhon ki suKHan-goi
hai shararat ki baat aankhon mein

talKH baaten hain miThi nazren hain
zahar munh mein banat aankhon mein

rona qismat mein hai marun kyunkar
hai ye aab-e-hayat aankhon mein

wo jo dekhe jiyun na dekhe marun
hai hayat-o-mamat aankhon mein

dekhiye chashm-e-afw-e-rahmat se
'mehr' ki hai najat aankhon mein

(242) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Thi Nazare Ki Ghat Aankhon Mein written by Syed Agha Ali Mehr at UrduPoint. Thi Nazare Ki Ghat Aankhon Mein is one of the masterpieces written by Syed Agha Ali Mehr. You can also find the complete poetry collection of Syed Agha Ali Mehr by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Agha Ali Mehr' above.

Thi Nazare Ki Ghat Aankhon Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Thi Nazare Ki Ghat Aankhon Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.