Diya Hai Dard Jo Tu Ne To Phir Dawa Bhi To De, Urdu Ghazal By Syed Ahmad Sahar

Diya Hai Dard Jo Tu Ne To Phir Dawa Bhi To De is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Ahmad Sahar. Diya Hai Dard Jo Tu Ne To Phir Dawa Bhi To De comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Diya Hai Dard Jo Tu Ne To Phir Dawa Bhi To De on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیا ہے درد جو تو نے تو پھر دوا بھی تو دے

سید احمد سحر

دیا ہے درد جو تو نے تو پھر دوا بھی تو دے

اب اس خرابے میں جینے کا حوصلہ بھی تو دے

ترے عقب میں چلے سارا قافلہ لیکن

تو رہنما ہے تو منزل کا کچھ پتا بھی تو دے

بجا کہ پکڑے تو جاتے ہیں روز ہی مجرم

گناہ گاروں کو قانون کچھ سزا بھی تو دے

بغیر سود کے دیتے نہیں ہیں بھیک بھی لوگ

یہ چاہتے ہیں کہ سائل کوئی دعا بھی تو دے

وہ جانتا ہے کہ بار گراں ہے رنج فراق

تو آ کے سینے سے پتھر مرے ہٹا بھی تو دے

دکھائی دیتا ہے جس میں ضمیر کا چہرہ

سحرؔ کے چارہ گروں کو وہ آئنہ بھی تو دے

سید احمد سحر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Diya Hai Dard Jo Tu Ne To Phir Dawa Bhi To De

Syed Ahmad Sahar

diya hai dard jo tu ne to phir dawa bhi to de
ab is KHarabe mein jine ka hausla bhi to de

tere aqab mein chale sara qafila lekin
tu rahnuma hai to manzil ka kuchh pata bhi to de

baja ki pakDe to jate hain roz hi mujrim
gunahgaron ko qanun kuchh saza bhi to de

baghair sud ke dete nahin hain bhik bhi log
ye chahte hain ki sail koi dua bhi to de

wo jaanta hai ki bar-e-garan hai ranj-e-firaq
tu aa ke sine se patthar mere haTa bhi to de

dikhai deta hai jis mein zamir ka chehra
'sahar' ke chaaragaron ko wo aaina bhi to de

(419) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Diya Hai Dard Jo Tu Ne To Phir Dawa Bhi To De written by Syed Ahmad Sahar at UrduPoint. Diya Hai Dard Jo Tu Ne To Phir Dawa Bhi To De is one of the masterpieces written by Syed Ahmad Sahar. You can also find the complete poetry collection of Syed Ahmad Sahar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Ahmad Sahar' above.

Diya Hai Dard Jo Tu Ne To Phir Dawa Bhi To De is a widely read Urdu Ghazal. If you like Diya Hai Dard Jo Tu Ne To Phir Dawa Bhi To De, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.