Aisa Hai Kahan Koi Hasil Hai Sukun Jis Ko, Urdu Ghazal By Syed Ghayasuddin Saleem

Aisa Hai Kahan Koi Hasil Hai Sukun Jis Ko is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Ghayasuddin Saleem. Aisa Hai Kahan Koi Hasil Hai Sukun Jis Ko comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Aisa Hai Kahan Koi Hasil Hai Sukun Jis Ko on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایسا ہے کہاں کوئی حاصل ہے سکوں جس کو (ردیف .. ے)

سید غیاث الدین سلیم

ایسا ہے کہاں کوئی حاصل ہے سکوں جس کو

لیکن وہ جسے تیرا دیدار میسر ہے

سب کی ہے نظر ان پر مرعوب ہیں سب ان سے

امید ہے اللہ سے اللہ کا جنہیں ڈر ہے

کیا خوف جہنم کا فردوس کی لالچ کیا

کیا اہل محبت کا انداز ہے تیور ہے

ہونٹوں پہ خموشی ہے نظریں ہیں جھکی پھر بھی

اظہار تمنا کا الزام مرے سر ہے

ہے پاس رضا مجھ کو پھر عرض کروں کیوں کر

معلوم سلیمؔ اس کو حال دل مضطر ہے

سید غیاث الدین سلیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aisa Hai Kahan Koi Hasil Hai Sukun Jis Ko

Syed Ghayasuddin Saleem

aisa hai kahan koi hasil hai sukun jis ko
lekin wo jise tera didar mayassar hai

sab ki hai nazar un par marub hain sab un se
ummid hai allah se allah ka jinhen Dar hai

kya KHauf jahannum ka firdaus ki lalach kya
kya ahl-e-mohabbat ka andaz hai tewar hai

honTon pe KHamoshi hai nazren hain jhuki phir bhi
izhaar-e-tamanna ka ilzam mere sar hai

hai pas-e-raza mujh ko phir arz karun kyunkar
malum 'salim' us ko haal-e-dil-e-muztar hai

(254) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aisa Hai Kahan Koi Hasil Hai Sukun Jis Ko written by Syed Ghayasuddin Saleem at UrduPoint. Aisa Hai Kahan Koi Hasil Hai Sukun Jis Ko is one of the masterpieces written by Syed Ghayasuddin Saleem. You can also find the complete poetry collection of Syed Ghayasuddin Saleem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Ghayasuddin Saleem' above.

Aisa Hai Kahan Koi Hasil Hai Sukun Jis Ko is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aisa Hai Kahan Koi Hasil Hai Sukun Jis Ko, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.