Apne Safar Mein Tujhko Kai Bar Dekh Kar, Urdu Ghazal By Syed John Abbas Kazmi

Apne Safar Mein Tujhko Kai Bar Dekh Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed John Abbas Kazmi. Apne Safar Mein Tujhko Kai Bar Dekh Kar comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apne Safar Mein Tujhko Kai Bar Dekh Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنے سفر میں تجھ کو کئی بار دیکھ کر

سید جون عباس کاظمی

اپنے سفر میں تجھ کو کئی بار دیکھ کر

رکتا رہا میں راستہ دشوار دیکھ کر

شاید اسے پسند نہ آئے یہ سرکشی

شاید وہ روک لے مجھے اس بار دیکھ کر

جاتا ہے دل ہمارا بھی ہو کر حریص زخم

اس خوبرو کے ہاتھ میں تلوار دیکھ کر

لب پر ہمارے ضبط کا تھا قفل خامشی

اور آنکھ میں سکوت تھا انکار دیکھ کر

حق پر کھڑا ہوں اور میں حق کے لیے لڑا

مکرے نہ کوئی مجھ کو سر دار دیکھ کر

سید جون عباس کاظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apne Safar Mein Tujhko Kai Bar Dekh Kar

Syed John Abbas Kazmi

apne safar mein tujh ko kai bar dekh kar
rukta raha main rasta dushwar dekh kar

shayad use pasand na aae ye sar-kashi
shayad wo rok le mujhe is bar dekh kar

jata hai dil hamara bhi ho kar haris-e-zaKHm
us KHub-ru ke hath mein talwar dekh kar

lab par hamare zabt ka tha qufl-e-KHamushi
aur aankh mein sukut tha inkar dekh kar

haq par khaDa hun aur main haq ke liye laDa
mukre na koi mujh ko sar-e- dar dekh kar

(383) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apne Safar Mein Tujhko Kai Bar Dekh Kar written by Syed John Abbas Kazmi at UrduPoint. Apne Safar Mein Tujhko Kai Bar Dekh Kar is one of the masterpieces written by Syed John Abbas Kazmi. You can also find the complete poetry collection of Syed John Abbas Kazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed John Abbas Kazmi' above.

Apne Safar Mein Tujhko Kai Bar Dekh Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apne Safar Mein Tujhko Kai Bar Dekh Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.