Aalam-o-ranj-o-gham Ki Tabhi Lab-kushai Thi, Urdu Ghazal By Syed John Abbas Kazmi

Aalam-o-ranj-o-gham Ki Tabhi Lab-kushai Thi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed John Abbas Kazmi. Aalam-o-ranj-o-gham Ki Tabhi Lab-kushai Thi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aalam-o-ranj-o-gham Ki Tabhi Lab-kushai Thi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آلام و رنج و غم کی تبھی لب کشائی تھی

سید جون عباس کاظمی

آلام و رنج و غم کی تبھی لب کشائی تھی

جب ساحلوں پہ اشکوں نے بستی بسائی تھی

دریا چمک رہا تھا ستاروں کے زور پر

اک رات کہکشاں نے کہانی سنائی تھی

دل میں یقین ہے کہ یہ بے داغ کائنات

اس اتفاق نے نہیں رب نے بنائی تھی

کس نے اداسیوں سے یہ شامیں نکالی ہیں

کس نے خموشیوں سے یہ وادی سجائی تھی

طنازیٔ جمال تھا وہ طمطراق حسن

چہرے پہ خاک عشق کی جلوہ نمائی تھی

مجھ کو گماں ہوا تھا دھواں دیکھ کر وہاں

اس طاقچے میں صرف دئے کی دہائی تھی

میں اس کے سامنے سے گزر کے گیا تو جونؔ

نظریں نہیں ملیں تھیں فقط ہم نوائی تھی

سید جون عباس کاظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aalam-o-ranj-o-gham Ki Tabhi Lab-kushai Thi

Syed John Abbas Kazmi

aalam-o-ranj-o-gham ki tabhi lab-kushai thi
jab sahilon pe ashkon ne basti basai thi

dariya chamak raha tha sitaron ke zor par
ek raat kahkashan ne kahani sunai thi

dil mein yaqin hai ki ye be dagh kaenat
is ittifaq ne nahin rab ne banai thi

kis ne udasiyon se ye shamen nikali hain
kis ne KHamoshiyon se ye wadi sajai thi

tannazi-e-jamal tha wo tumtaraq-e-husn
chehre pe KHak ishq ki jalwa-numai thi

mujh ko guman hua tha dhuan dekh kar wahan
us taqche mein sirf diye ki dahai thi

main us ke samne se guzar ke gaya to 'john'
nazren nahin milin thin faqat ham-nawai thi

(482) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aalam-o-ranj-o-gham Ki Tabhi Lab-kushai Thi written by Syed John Abbas Kazmi at UrduPoint. Aalam-o-ranj-o-gham Ki Tabhi Lab-kushai Thi is one of the masterpieces written by Syed John Abbas Kazmi. You can also find the complete poetry collection of Syed John Abbas Kazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed John Abbas Kazmi' above.

Aalam-o-ranj-o-gham Ki Tabhi Lab-kushai Thi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aalam-o-ranj-o-gham Ki Tabhi Lab-kushai Thi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.