Na Buton Tak Na Hum Allah Ke Ghar Tak Pahunche, Urdu Ghazal By Syed Masood Hasan Masood

Na Buton Tak Na Hum Allah Ke Ghar Tak Pahunche is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Masood Hasan Masood. Na Buton Tak Na Hum Allah Ke Ghar Tak Pahunche comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Na Buton Tak Na Hum Allah Ke Ghar Tak Pahunche on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ بتوں تک نہ ہم اللہ کے گھر تک پہنچے

سید مسعود حسن مسعود

نہ بتوں تک نہ ہم اللہ کے گھر تک پہنچے

اپنے نالے نہ کبھی باب اثر تک پہنچے

حوصلہ دل کا رہا دل میں نظارہ کیسا

لاکھ چاہا نہ مگر آپ کے گھر تک پہنچے

رت جوانی کی گئی عالم پیری آیا

گھر سے شب کو چلے منزل پہ سحر تک پہنچے

نقش پا بھی نہ انہیں اک نظر آیا ہیہات

جو تہی بخت تری راہ گزر تک پہنچے

معتبر لوگوں سے ہم نے یہ سنا ہے مسعودؔ

در سے اٹھ کر ترے اللہ کے گھر تک پہنچے

سید مسعود حسن مسعود

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Buton Tak Na Hum Allah Ke Ghar Tak Pahunche

Syed Masood Hasan Masood

na buton tak na hum allah ke ghar tak pahunche
apne nale na kabhi bab-e-asar tak pahunche

hausla dil ka raha dil mein nazara kaisa
lakh chaha na magar aap ke ghar tak pahunche

rut jawani ki gai aalam-e-piri aaya
ghar se shab ko chale manzil pe sahar tak pahunche

naqsh-e-pa bhi na unhen ek nazar aaya haihat
jo tahi-baKHt teri rahguzar tak pahunche

mo'atabar logon se hum ne ye suna hai 'masud'
dar se uTh kar tere allah ke ghar tak pahunche

(484) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Buton Tak Na Hum Allah Ke Ghar Tak Pahunche written by Syed Masood Hasan Masood at UrduPoint. Na Buton Tak Na Hum Allah Ke Ghar Tak Pahunche is one of the masterpieces written by Syed Masood Hasan Masood. You can also find the complete poetry collection of Syed Masood Hasan Masood by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Masood Hasan Masood' above.

Na Buton Tak Na Hum Allah Ke Ghar Tak Pahunche is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Buton Tak Na Hum Allah Ke Ghar Tak Pahunche, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.