Irtiqa, Urdu Nazam By Syed Mubarak Shah

Irtiqa is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Syed Mubarak Shah. Irtiqa comes under the Social category of Urdu Nazam. You can read Irtiqa on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ارتقا

سید مبارک شاہ

خاک پر اک بوند لپکی

بوند جم کر لوتھڑا

اس لوتھڑے میں ہڈیاں

پھر ہڈیوں پر ماس آیا

ماس جس پر نقش ابھرے

نقش کو جنبش ملی

اور خامشی کی کوکھ خالی ہو گئی

چیخ پہلی گفتگو تھی

تھم گئی تو اس سے پھوٹا قہقہہ

جب تھک کے ٹوٹا قہقہہ

تب آخری آواز سسکی

جنبشیں ساکت ہوئیں

اور قبر کی خاموشیوں میں

نقش پگھلے ماس اترا

ہڈیاں عریاں ہوئیں اور منہدم

لوتھڑا گل سڑ کے پھر سے بوند تھا

اور بوند دھرتی کھا گئی

ہائے میرے ابتلا کی انتہا ابتدا تک آ گئی

سید مبارک شاہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Irtiqa

Syed Mubarak Shah

KHak par ek bund lapki
bund jam kar lothDa
is lothDe mein haDDiyan
phir haDDiyon par mas aaya
mas jis par naqsh ubhre
naqsh ko jumbish mili
aur KHamushi ki kokh KHali ho gai
chiKH pahli guftugu thi
tham gai to is se phuTa qahqaha
jab thak ke TuTa qahqaha
tab aaKHiri aawaz siski
jumbishen sakit huin
aur qabr ki KHamoshiyon mein
naqsh pighle mas utra
haDDiyan uryan huin aur munhadim
lothDa gal saD ke phir se bund tha
aur bund dharti kha gai
hae mere ibtila ki intiha ibtida tak aa gai

(200) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Irtiqa written by Syed Mubarak Shah at UrduPoint. Irtiqa is one of the masterpieces written by Syed Mubarak Shah. You can also find the complete poetry collection of Syed Mubarak Shah by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Mubarak Shah' above.

Irtiqa is a widely read Urdu Nazam. If you like Irtiqa, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.