Waqt Se Pahle Hi Tabdil Shabahat Kar Di, Urdu Ghazal By Syed Musa Kazim

Waqt Se Pahle Hi Tabdil Shabahat Kar Di is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Musa Kazim. Waqt Se Pahle Hi Tabdil Shabahat Kar Di comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Waqt Se Pahle Hi Tabdil Shabahat Kar Di on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وقت سے پہلے ہی تبدیل شباہت کر دی

سید موسیٰ کاظم

وقت سے پہلے ہی تبدیل شباہت کر دی

منعکس خواب کے شیشے میں حقیقت کر دی

ساری زخمی مرے لہجے کی روایت کر دی

اشک نے آنکھ میں آتے ہوئے مدت کر دی

زخم جتنے بھی تھے سینے میں وہ باہر لائے

اور ہر اک کو سمجھنے میں سہولت کر دی

مر گئے مرنے سے پہلے ہی تری چاہت میں

منتقل سانس کے چلتے ہی وراثت کر دی

آنکھ نے ہی مجھے دکھلائے ہیں سارے منظر

آنکھ نے ہی مری محدود بصارت کر دی

کوئی بھی بوجھ مرے سینے کے اندر نہ رہا

غم نے اس بار مری تازہ طبیعت کر دی

سید موسیٰ کاظم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Waqt Se Pahle Hi Tabdil Shabahat Kar Di

Syed Musa Kazim

waqt se pahle hi tabdil shabahat kar di
munakis KHwab ke shishe mein haqiqat kar di

sari zaKHmi mere lahje ki riwayat kar di
ashk ne aankh mein aate hue muddat kar di

zaKHm jitne bhi the sine mein wo bahar lae
aur har ek ko samajhne mein suhulat kar di

mar gae marne se pahle hi teri chahat mein
muntaqil sans ke chalte hi wirasat kar di

aankh ne hi mujhe dikhlae hain sare manzar
aankh ne hi meri mahdud basarat kar di

koi bhi bojh mere sine ke andar na raha
gham ne is bar meri taza tabiat kar di

(263) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Waqt Se Pahle Hi Tabdil Shabahat Kar Di written by Syed Musa Kazim at UrduPoint. Waqt Se Pahle Hi Tabdil Shabahat Kar Di is one of the masterpieces written by Syed Musa Kazim. You can also find the complete poetry collection of Syed Musa Kazim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Musa Kazim' above.

Waqt Se Pahle Hi Tabdil Shabahat Kar Di is a widely read Urdu Ghazal. If you like Waqt Se Pahle Hi Tabdil Shabahat Kar Di, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.