Jahan Mein Har Taraf Dekha Nahin Hai Gham-gusar Apna, Urdu Ghazal By Syed Rushaid Ali Jaffery

Jahan Mein Har Taraf Dekha Nahin Hai Gham-gusar Apna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Rushaid Ali Jaffery. Jahan Mein Har Taraf Dekha Nahin Hai Gham-gusar Apna comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jahan Mein Har Taraf Dekha Nahin Hai Gham-gusar Apna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جہاں میں ہر طرف دیکھا نہیں ہے غم گسار اپنا

سید رشید علی جعفری

جہاں میں ہر طرف دیکھا نہیں ہے غم گسار اپنا

تمنا خواہشیں امید لے بیٹھیں قرار اپنا

بہاریں عندلیبان چمن ہو یا پری چہرہ

کسی پر کب چلا ہے تمکنت میں اقتدار اپنا

تمہیں معلوم ہے جانا زمانے کی پر آشوبی

اسی خاطر بنایا ہے ترے در کو دیار اپنا

فلک کی راہ میں کچھ ٹمٹماتے ہیں جہاں تارے

اسی دشت فروزاں میں بنے گا اک مزار اپنا

سید رشید علی جعفری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jahan Mein Har Taraf Dekha Nahin Hai Gham-gusar Apna

Syed Rushaid Ali Jaffery

jahan mein har taraf dekha nahin hai gham-gusar apna
tamanna KHwahishen ummid le baiThin qarar apna

bahaaren andaliban-e-chaman ho ya pari-chehra
kisi par kab chala hai tamkanat mein eqtidar apna

tumhein malum hai jaana zamane ki pur-ashobi
isi KHatir banaya hai tere dar ko dayar apna

falak ki rah mein kuchh TimTimate hain jahan tare
isi dasht-e-farozan mein banega ek mazar apna

(346) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jahan Mein Har Taraf Dekha Nahin Hai Gham-gusar Apna written by Syed Rushaid Ali Jaffery at UrduPoint. Jahan Mein Har Taraf Dekha Nahin Hai Gham-gusar Apna is one of the masterpieces written by Syed Rushaid Ali Jaffery. You can also find the complete poetry collection of Syed Rushaid Ali Jaffery by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Rushaid Ali Jaffery' above.

Jahan Mein Har Taraf Dekha Nahin Hai Gham-gusar Apna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jahan Mein Har Taraf Dekha Nahin Hai Gham-gusar Apna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.