Ye Zad-e-rah Hamesha Safar Mein Rakh Lena, Urdu Ghazal By Syed Shakeel Desnavi

Ye Zad-e-rah Hamesha Safar Mein Rakh Lena is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Shakeel Desnavi. Ye Zad-e-rah Hamesha Safar Mein Rakh Lena comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Zad-e-rah Hamesha Safar Mein Rakh Lena on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ زاد راہ ہمیشہ سفر میں رکھ لینا

سید شکیل دسنوی

یہ زاد راہ ہمیشہ سفر میں رکھ لینا

بچھڑے وقت کا منظر نظر میں رکھ لینا

ملے تو راس بھی آئے لکیر ہاتھوں کی

یہ اک کمال بھی دست ہنر میں رکھ لینا

سفر ہے لوٹ کے آنا اگر نصیب نہ ہو

سجا کے یاد مری چشم تر میں رکھ لینا

ہماری زد میں ہے پوری طرح فصیل شب

ہمارا نام نمود سحر میں رکھ لینا

کسی کی یاد کی خوشبو سفر میں ساتھ چلے

کسی کے ہجر کا موسم نظر میں رکھ لینا

سید شکیل دسنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Zad-e-rah Hamesha Safar Mein Rakh Lena

Syed Shakeel Desnavi

ye zad-e-rah hamesha safar mein rakh lena
bichhDe waqt ka manzar nazar mein rakh lena

mile to ras bhi aae lakir hathon ki
ye ek kamal bhi dast-e-hunar mein rakh lena

safar hai lauT ke aana agar nasib na ho
saja ke yaad meri chashm-e-tar mein rakh lena

hamari zad mein hai puri tarah fasil-e-shab
hamara nam numud-e-sahar mein rakh lena

kisi ki yaad ki KHushbu safar mein sath chale
kisi ke hijr ka mausam nazar mein rakh lena

(381) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Zad-e-rah Hamesha Safar Mein Rakh Lena written by Syed Shakeel Desnavi at UrduPoint. Ye Zad-e-rah Hamesha Safar Mein Rakh Lena is one of the masterpieces written by Syed Shakeel Desnavi. You can also find the complete poetry collection of Syed Shakeel Desnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Shakeel Desnavi' above.

Ye Zad-e-rah Hamesha Safar Mein Rakh Lena is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Zad-e-rah Hamesha Safar Mein Rakh Lena, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.