Main Karb-e-but-tarashi-e-azar Mein Qaid Tha, Urdu Ghazal By Syed Shakeel Desnavi

Main Karb-e-but-tarashi-e-azar Mein Qaid Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Shakeel Desnavi. Main Karb-e-but-tarashi-e-azar Mein Qaid Tha comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Karb-e-but-tarashi-e-azar Mein Qaid Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں کرب بت تراشیٔ آذر میں قید تھا

سید شکیل دسنوی

میں کرب بت تراشیٔ آذر میں قید تھا

شعلے کا کیا قصور جو پتھر میں قید تھا

جس کی تہوں میں خود ہی مچلتی ہیں آندھیاں

میں خواہشوں کے ایسے سمندر میں قید تھا

پھینکے ہے مجھ کو دور یہ گردش ہے کتنی تیز

کن مشکلوں سے ذات کے محور میں قید تھا

آتے ہیں سارے راستے مڑ کر یہیں شکیلؔ

زنداں مرا یہی تھا اسی گھر میں قید تھا

جس کا طریق جنگ ہی شب خوں رہا شکیلؔ

میں ایسے حادثات کے لشکر میں قید تھا

سید شکیل دسنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Karb-e-but-tarashi-e-azar Mein Qaid Tha

Syed Shakeel Desnavi

main karb-e-but-tarashi-e-azar mein qaid tha
shoale ka kya qusur jo patthar mein qaid tha

jis ki tahon mein KHud hi machalti hain aandhiyan
main KHwahishon ke aise samundar mein qaid tha

phenke hai mujh ko dur ye gardish hai kitni tez
kin mushkilon se zat ke mehwar mein qaid tha

aate hain sare raste muD kar yahin 'shakil'
zindan mera yahi tha isi ghar mein qaid tha

jis ka tariq-e-jang hi shab-KHun raha 'shakil'
main aise hadsat ke lashkar mein qaid tha

(295) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Karb-e-but-tarashi-e-azar Mein Qaid Tha written by Syed Shakeel Desnavi at UrduPoint. Main Karb-e-but-tarashi-e-azar Mein Qaid Tha is one of the masterpieces written by Syed Shakeel Desnavi. You can also find the complete poetry collection of Syed Shakeel Desnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Shakeel Desnavi' above.

Main Karb-e-but-tarashi-e-azar Mein Qaid Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Karb-e-but-tarashi-e-azar Mein Qaid Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.