Zindagi Ke Dhaare, Urdu Nazam By Syed Zameer Jafri

Zindagi Ke Dhaare is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Syed Zameer Jafri. Zindagi Ke Dhaare comes under the Social category of Urdu Nazam. You can read Zindagi Ke Dhaare on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زندگی کے دھارے

سید ضمیر جعفری

اس کسان کو دیکھو

زندگی کے پتھر سے جسم ٹوٹتا ہوا

گاؤں میں

جس کے گھر اداس ہیں

حسرتوں اور آنسوؤں کے نم کے غم نواس ہیں

جا رہا ہے استخوان سر درد

اک جلے بجھے ہوئے زرد زرد گرد گرد رستے پر

اس کا علم لیے

جبر میں بھی صبر اور سپاس کے قدم لیے

وقت سویا سویا ہے

خواب جاگے جاگے ہیں

بیل آگے آگے ہیں

کس قدر عجیب چیز زندگی کے دھاگے ہیں

سید ضمیر جعفری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zindagi Ke Dhaare

Syed Zameer Jafri

us kisan ko dekho
zindagi ke patthar se jism TuTta hua
ganw mein
jis ke ghar udas hain
hasraton aur aansuon ke nam ke gham niwas hain
ja raha hai ustuKHwan sar dard
ek jale bujhe hoe zard zard gard gard raste par
us ka alam liye
jabr mein bhi sabr aur sipas ke qadam liye
waqt soya soya hai
KHwab jage jage hain
bail aage aage hain
kis qadar ajib chiz zindagi ke dhage hain

(499) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zindagi Ke Dhaare written by Syed Zameer Jafri at UrduPoint. Zindagi Ke Dhaare is one of the masterpieces written by Syed Zameer Jafri. You can also find the complete poetry collection of Syed Zameer Jafri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Zameer Jafri' above.

Zindagi Ke Dhaare is a widely read Urdu Nazam. If you like Zindagi Ke Dhaare, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.