Chaman Mein Guzri Ki Sahra Ke Darmiyan Guzri, Urdu Naat By Tahniyat Unnisa Begum Tahniyat

Chaman Mein Guzri Ki Sahra Ke Darmiyan Guzri is a famous Urdu Naat written by a famous poet, Tahniyat Unnisa Begum Tahniyat. Chaman Mein Guzri Ki Sahra Ke Darmiyan Guzri comes under the Islamic category of Urdu Naat. You can read Chaman Mein Guzri Ki Sahra Ke Darmiyan Guzri on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چمن میں گزری کہ صحرا کے درمیاں گزری

تہنیت النسا بیگم تہنیت

چمن میں گزری کہ صحرا کے درمیاں گزری

تمہاری یاد سے خالی مگر کہاں گزری

فسانہ عمر دو روزہ کا مختصر یہ ہے

حرم سے دور جو گزری بہت گراں گزری

حیات یوں تو گزر ہی گئی گزرنی تھی

تمہارے شوق میں لیکن نہ رائیگاں گزری

کھلا ہے غنچہ دل ہر غریب و بے کس کا

نسیم کوئے مدینہ جہاں جہاں گزری

اسے نصیب ہوئی نعمت ولائے نبی

جہاں سے تہنیتؔ اس طرح شادماں گزری

تہنیت النسا بیگم تہنیت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chaman Mein Guzri Ki Sahra Ke Darmiyan Guzri

Tahniyat Unnisa Begum Tahniyat

chaman mein guzri ki sahra ke darmiyan guzri
tumhaari yaad se KHali magar kahan guzri

fasana umr-e-do-roza ka muKHtasar ye hai
haram se dur jo guzri bahut garan guzri

hayat yun to guzar hi gai guzarni thi
tumhaare shauq mein lekin na raegan guzri

khula hai ghuncha-dil har gharib-o-be-kas ka
nasim ku-e-madina jahan jahan guzri

use nasib hui neamat-e-wila-e-nabi
jahan se 'tahniyat' is tarah shadman guzri

(2383) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Chaman Mein Guzri Ki Sahra Ke Darmiyan Guzri written by Tahniyat Unnisa Begum Tahniyat at UrduPoint. Chaman Mein Guzri Ki Sahra Ke Darmiyan Guzri is one of the masterpieces written by Tahniyat Unnisa Begum Tahniyat. You can also find the complete poetry collection of Tahniyat Unnisa Begum Tahniyat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tahniyat Unnisa Begum Tahniyat' above.

Chaman Mein Guzri Ki Sahra Ke Darmiyan Guzri is a widely read Urdu Naat. If you like Chaman Mein Guzri Ki Sahra Ke Darmiyan Guzri, you will also like to read other famous Urdu Naat.

You can also read Islamic Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.