Agar Na Dete Ye Jaan Aap Par To Kya Karte, Urdu Ghazal By Talha Rizvi Barq

Agar Na Dete Ye Jaan Aap Par To Kya Karte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Talha Rizvi Barq. Agar Na Dete Ye Jaan Aap Par To Kya Karte comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Agar Na Dete Ye Jaan Aap Par To Kya Karte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اگر نہ دیتے یہ جان آپ پر تو کیا کرتے

طلحہ رضوی برق

اگر نہ دیتے یہ جان آپ پر تو کیا کرتے

کہ آپ ہی ہمیں پھر بے وفا کہا کرتے

لٹائے سجدے ترا نقش پا جہاں بھی ملا

نماز عشق بھلا کیسے ہم قضا کرتے

نصیب سایہ ترے گیسوؤں کا ہوتا اگر

بیک نفس شب غم رد ہر بلا کرتے

امید لطف و کرم ہی نے ہم کو مست رکھا

ہوئی ہے عمر تمام اک یہی نشہ کرتے

ہے آپ جی تو رقیبوں سے برقؔ محفل میں

مجھے وہ تو کی جگہ کہتے ہیں سنا کرتے

طلحہ رضوی برق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Agar Na Dete Ye Jaan Aap Par To Kya Karte

Talha Rizvi Barq

agar na dete ye jaan aap par to kya karte
ki aap hi hamein phir bewafa kaha karte

luTae sajde tera naqsh-e-pa jahan bhi mila
namaz-e-ishq bhala kaise hum qaza karte

nasib saya tere gesuon ka hota agar
ba-yak-nafas shab-e-gham radd-e-har-bala karte

umid-e-lutf-o-karam hi ne hum ko mast rakha
hui hai umr tamam ek yahi nasha karte

hai aap ji to raqibon se 'barq' mahfil mein
mujhe wo tu ki jagah kahte hain suna karte

(420) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Agar Na Dete Ye Jaan Aap Par To Kya Karte written by Talha Rizvi Barq at UrduPoint. Agar Na Dete Ye Jaan Aap Par To Kya Karte is one of the masterpieces written by Talha Rizvi Barq. You can also find the complete poetry collection of Talha Rizvi Barq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Talha Rizvi Barq' above.

Agar Na Dete Ye Jaan Aap Par To Kya Karte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Agar Na Dete Ye Jaan Aap Par To Kya Karte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.