Mohabbat Aag Ban Jati Hai Sina Mein Nihan Ho Kar, Urdu Ghazal By Talib Baghpati

Mohabbat Aag Ban Jati Hai Sina Mein Nihan Ho Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Talib Baghpati. Mohabbat Aag Ban Jati Hai Sina Mein Nihan Ho Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mohabbat Aag Ban Jati Hai Sina Mein Nihan Ho Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

محبت آگ بن جاتی ہے سینہ میں نہاں ہو کر

طالب باغپتی

محبت آگ بن جاتی ہے سینہ میں نہاں ہو کر

تمنائیں جلا دیتی ہیں دل چنگاریاں ہو کر

ادھر بھی تم ادھر بھی تم یہاں بھی تم وہاں بھی تم

یہ تم نے کیا قیامت کی نگاہوں سے نہاں ہو کر

سمجھتے ہیں جسے منزل فریب راہ منزل ہے

مگر چپ ہوں یہ مجبوری شریک کارواں ہو کر

انہیں بھی داستان ہجر چپکے سے سنا ہی دی

سکون شام غم بن کر ستاروں کی زباں ہو کر

سحر ہونی سے پہلے ہی گلابی ہو گئے آنسو

شفق پھولی ہماری داستان خوں چکاں ہو کر

انہیں نیند آ رہی ہے یا مری تقدیر سوتی ہے

تھپکتے ہیں کسی نالے شب غم لوریاں ہو کر

نقوش آرزو مٹ مٹ کے ابھرے خون ہونے کو

بساط کہکشاں بن کر شفق کی سرخیاں ہو کر

چراغ آرزو یوں جھلملا کر بجھ گیا آخر

دم آخر کسی کی یاد آئی ہچکیاں ہو کر

خصوصیت کا طالبؔ ہوں عداوت ہو محبت ہو

مجھی کو بس ستائے جائیے نا مہرباں ہو کر

طالب باغپتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mohabbat Aag Ban Jati Hai Sina Mein Nihan Ho Kar

Talib Baghpati

mohabbat aag ban jati hai sina mein nihan ho kar
tamannaen jala deti hain dil chingariyan ho kar

idhar bhi tum udhar bhi tum yahan bhi tum wahan bhi tum
ye tum ne kya qayamat ki nigahon se nihan ho kar

samajhte hain jise manzil fareb-e-rah-e-manzil hai
magar chup hun ye majburi sharik-e-karwan ho kar

unhen bhi dastan-e-hijr chupke se suna hi di
sukun-e-sham-e-gham ban kar sitaron ki zaban ho kar

sahar honi se pahle hi gulabi ho gae aansu
shafaq phuli hamari dastan-e-KHun-chakan ho kar

unhen nind aa rahi hai ya meri taqdir soti hai
thapakte hain kisi nale shab-e-gham loriyan ho kar

nuqush-e-arzu miT miT ke ubhre KHun hone ko
bisat-e-kahkashan ban kar shafaq ki surKHiyan ho kar

charagh-e-arzu yun jhilmila kar bujh gaya aaKHir
dam-e-aKHir kisi ki yaad aai hichkiyan ho kar

KHususiyyat ka 'talib' hun adawat ho mohabbat ho
mujhi ko bas satae jaiye na-mehrban ho kar

(576) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mohabbat Aag Ban Jati Hai Sina Mein Nihan Ho Kar written by Talib Baghpati at UrduPoint. Mohabbat Aag Ban Jati Hai Sina Mein Nihan Ho Kar is one of the masterpieces written by Talib Baghpati. You can also find the complete poetry collection of Talib Baghpati by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Talib Baghpati' above.

Mohabbat Aag Ban Jati Hai Sina Mein Nihan Ho Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mohabbat Aag Ban Jati Hai Sina Mein Nihan Ho Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.