Fasl-e-nai Hai SaKHt Joban Par Nazar Ke Samne, Urdu Ghazal By Talib Husain Talib

Fasl-e-nai Hai SaKHt Joban Par Nazar Ke Samne is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Talib Husain Talib. Fasl-e-nai Hai SaKHt Joban Par Nazar Ke Samne comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Fasl-e-nai Hai SaKHt Joban Par Nazar Ke Samne on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

فصل نے ہے سخت جوبن پر نظر کے سامنے

طالب حسین طالب

فصل نے ہے سخت جوبن پر نظر کے سامنے

پھر صلیب اگنے لگی دیوار و در کے سامنے

دیر تک میں نے نہیں دیکھی پرندوں کی اڑان

دیر تک بیٹھا تھا کوئی میرے گھر کے سامنے

وقت مرہم ہے مگر مرہم کا بھی اک وقت ہے

رو پڑا ہوں اک پرانے ہم سفر کے سامنے

باری باری اپنی مٹی گوندھ کر سب چل پڑے

دھول اڑتی جا رہی ہے کوزہ گر کے سامنے

اونچی شاخوں پر پھلوں کا ایک ہی نقصان ہے

پتھروں کے ڈھیر لگتے ہیں شجر کے سامنے

طالب حسین طالب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Fasl-e-nai Hai SaKHt Joban Par Nazar Ke Samne

Talib Husain Talib

fasl-e-nai hai saKHt joban par nazar ke samne
phir salib ugne lagi diwar-o-dar ke samne

der tak main ne nahin dekhi parindon ki uDan
der tak baiTha tha koi mere ghar ke samne

waqt marham hai magar marham ka bhi ek waqt hai
ro paDa hun ek purane ham-safar ke samne

bari bari apni miTTi gundh kar sab chal paDe
dhul uDti ja rahi hai kuza-gar ke samne

unchi shaKHon par phalon ka ek hi nuqsan hai
pattharon ke Dher lagte hain shajar ke samne

(359) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Fasl-e-nai Hai SaKHt Joban Par Nazar Ke Samne written by Talib Husain Talib at UrduPoint. Fasl-e-nai Hai SaKHt Joban Par Nazar Ke Samne is one of the masterpieces written by Talib Husain Talib. You can also find the complete poetry collection of Talib Husain Talib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Talib Husain Talib' above.

Fasl-e-nai Hai SaKHt Joban Par Nazar Ke Samne is a widely read Urdu Ghazal. If you like Fasl-e-nai Hai SaKHt Joban Par Nazar Ke Samne, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.