Lahr TuTi Hai Ki Aaina-e-mahtab Mein Hum, Urdu Ghazal By Talib Husain Talib

Lahr TuTi Hai Ki Aaina-e-mahtab Mein Hum is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Talib Husain Talib. Lahr TuTi Hai Ki Aaina-e-mahtab Mein Hum comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Lahr TuTi Hai Ki Aaina-e-mahtab Mein Hum on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لہر ٹوٹی ہے کہ آئنۂ مہتاب میں ہم

طالب حسین طالب

لہر ٹوٹی ہے کہ آئنۂ مہتاب میں ہم

چاند چمکا تو پڑے رہ گئے تالاب میں ہم

قوس کے رنگ چرا لائیں گے اور آئیں گے

پیرہن بننے کو فرصت سے ترے خواب میں ہم

کوئی بے نام ہوا فصل بدن کیوں کاٹے

لہلہاتے نہیں ہر خطۂ شاداب میں ہم

ساحلوں پر کھڑے لوگوں کی نظر سے دیکھو

ایک کشتی میں ہیں اور ایک ہی گرداب میں ہم

گاؤں کے اونچے درختوں کو بھلا کیا معلوم

شہر آئے ہیں جڑیں کاٹ کے سیلاب میں ہم

گھر سے خوشبو کے تعاقب میں نکل کر طالبؔ

روز آ جاتے ہیں اک حلقۂ احباب میں ہم

طالب حسین طالب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lahr TuTi Hai Ki Aaina-e-mahtab Mein Hum

Talib Husain Talib

lahr TuTi hai ki aaina-e-mahtab mein hum
chand chamka to paDe rah gae talab mein hum

qaus ke rang chura laenge aur aaenge
pairahan bunne ko fursat se tere KHwab mein hum

koi be-nam hawa fasl-e-badan kyun kaTe
lahlahate nahin har KHitta-e-shadab mein hum

sahilon par khaDe logon ki nazar se dekho
ek kashti mein hain aur ek hi girdab mein hum

ganw ke unche daraKHton ko bhala kya malum
shahr aae hain jaDen kaT ke sailab mein hum

ghar se KHushbu ke taaqub mein nikal kar 'talib'
roz aa jate hain ek halqa-e-ahbab mein hum

(427) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lahr TuTi Hai Ki Aaina-e-mahtab Mein Hum written by Talib Husain Talib at UrduPoint. Lahr TuTi Hai Ki Aaina-e-mahtab Mein Hum is one of the masterpieces written by Talib Husain Talib. You can also find the complete poetry collection of Talib Husain Talib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Talib Husain Talib' above.

Lahr TuTi Hai Ki Aaina-e-mahtab Mein Hum is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lahr TuTi Hai Ki Aaina-e-mahtab Mein Hum, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.