Kab Se Shab-e-firaq Talash-e-sahar Mein Hai, Urdu Ghazal By Talib Qureshi

Kab Se Shab-e-firaq Talash-e-sahar Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Talib Qureshi. Kab Se Shab-e-firaq Talash-e-sahar Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kab Se Shab-e-firaq Talash-e-sahar Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کب سے شب فراق تلاش سحر میں ہے

طالب قریشی

کب سے شب فراق تلاش سحر میں ہے

سورج مرے نصیب کا لمبے سفر میں ہے

محرومیوں کی دھوپ سے تپتے ہیں بام و در

ماحول سازگار کہاں میرے گھر میں ہے

پھر تشنگی ہے قوس قزح کا سماں لئے

آب رواں ہے آنکھ میں صحرا نظر میں ہے

فانوس جگمگائے ہوئے ہیں مکان کے

کائی مگر جمی ہوئی دیوار و در میں ہے

سب ہی مری تلاش میں نکلے ہیں ہر طرف

طالبؔ کہیں چھپا ہوا اپنی نظر میں ہے

طالب قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kab Se Shab-e-firaq Talash-e-sahar Mein Hai

Talib Qureshi

kab se shab-e-firaq talash-e-sahar mein hai
suraj mere nasib ka lambe safar mein hai

mahrumiyon ki dhup se tapte hain baam-o-dar
mahaul sazgar kahan mere ghar mein hai

phir tishnagi hai qaus-e-quzah ka saman liye
aab-e-rawan hai aankh mein sahra nazar mein hai

fanus jagmagae hue hain makan ke
kai magar jami hui diwar-o-dar mein hai

sab hi meri talash mein nikle hain har taraf
'talib' kahin chhupa hua apni nazar mein hai

(805) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kab Se Shab-e-firaq Talash-e-sahar Mein Hai written by Talib Qureshi at UrduPoint. Kab Se Shab-e-firaq Talash-e-sahar Mein Hai is one of the masterpieces written by Talib Qureshi. You can also find the complete poetry collection of Talib Qureshi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Talib Qureshi' above.

Kab Se Shab-e-firaq Talash-e-sahar Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kab Se Shab-e-firaq Talash-e-sahar Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.