Phenken Bhi Ye Libas Badan Ka Utar Ke, Urdu Ghazal By Tanveer Samani

Phenken Bhi Ye Libas Badan Ka Utar Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tanveer Samani. Phenken Bhi Ye Libas Badan Ka Utar Ke comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Phenken Bhi Ye Libas Badan Ka Utar Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھینکیں بھی یہ لباس بدن کا اتار کے

تنویر سامانی

پھینکیں بھی یہ لباس بدن کا اتار کے

کب تک رہیں گرفت میں لیل و نہار کے

تسخیر کائنات و حوادث کے باوجود

حد پا سکے نہ جبر و غم و اختیار کے

بکھرا ہمیشہ ریگ کی صورت ہواؤں میں

ٹھہرا کبھی نہ مثل کسی کوہسار کے

تنہا کھڑا ہوا ہوں میں دشت خیال میں

خاموش ہو چکا بھی سمندر پکار کے

تنویرؔ آگہی دیں کہاں تک حیات کو

بے نور ہو چلے ہیں دیے اعتبار کے

تنویر سامانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phenken Bhi Ye Libas Badan Ka Utar Ke

Tanveer Samani

phenken bhi ye libas badan ka utar ke
kab tak rahen giraft mein lail-o-nahaar ke

tasKHir-e-kaenat-o-hawadis ke bawajud
had pa sake na jabr-o-gham-o-iKHtiyar ke

bikhra hamesha reg ki surat hawaon mein
Thahra kabhi na misl kisi kohsar ke

tanha khaDa hua hun main dasht-e-KHayal mein
KHamosh ho chuka bhi samundar pukar ke

'tanwir' aagahi den kahan tak hayat ko
be-nur ho chale hain diye e'tibar ke

(302) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Phenken Bhi Ye Libas Badan Ka Utar Ke written by Tanveer Samani at UrduPoint. Phenken Bhi Ye Libas Badan Ka Utar Ke is one of the masterpieces written by Tanveer Samani. You can also find the complete poetry collection of Tanveer Samani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tanveer Samani' above.

Phenken Bhi Ye Libas Badan Ka Utar Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phenken Bhi Ye Libas Badan Ka Utar Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.