Nazar Aate Hain Wo Hum Ko KHafa Se, Urdu Ghazal By Ubaid Najibabadi

Nazar Aate Hain Wo Hum Ko KHafa Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ubaid Najibabadi. Nazar Aate Hain Wo Hum Ko KHafa Se comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Nazar Aate Hain Wo Hum Ko KHafa Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نظر آتے ہیں وہ ہم کو خفا سے

عبید نجیب آبادی

نظر آتے ہیں وہ ہم کو خفا سے

مرض اچھا نہ ہوگا یہ دوا سے

جواب اب دیتے ہیں دادا کو پوتے

دئے ڈرتے نہیں ہیں اب ہوا سے

بھلا بیٹھا ہے سب اچھائی میری

غلط الفاظ کیا نکلے ذرا سے

میں اس کو دھوکا دینا چاہتا ہوں

مرا دل بھر گیا ہے اب وفا سے

مجھے جینے کی اب حسرت نہیں ہے

مجھے آزاد کر دو اس سزا سے

کوئی جاتا نہیں مسجد کی جانب

خدا روٹھا ہے یا بندے خدا سے

عبید نجیب آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nazar Aate Hain Wo Hum Ko KHafa Se

Ubaid Najibabadi

nazar aate hain wo hum ko KHafa se
maraz achchha na hoga ye dawa se

jawab ab dete hain dada ko pote
diye Darte nahin hain ab hawa se

bhula baiTha hai sab achchhai meri
ghalat alfaz kya nikle zara se

main us ko dhoka dena chahta hun
mera dil bhar gaya hai ab wafa se

mujhe jine ki ab hasrat nahin hai
mujhe aazad kar do is saza se

koi jata nahin masjid ki jaanib
KHuda ruTha hai ya bande KHuda se

(283) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nazar Aate Hain Wo Hum Ko KHafa Se written by Ubaid Najibabadi at UrduPoint. Nazar Aate Hain Wo Hum Ko KHafa Se is one of the masterpieces written by Ubaid Najibabadi. You can also find the complete poetry collection of Ubaid Najibabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ubaid Najibabadi' above.

Nazar Aate Hain Wo Hum Ko KHafa Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nazar Aate Hain Wo Hum Ko KHafa Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.