Kis Ne Mohabbaton Ko Adawat Mein Rakh Diya, Urdu Ghazal By Uzma Naqvi

Kis Ne Mohabbaton Ko Adawat Mein Rakh Diya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Uzma Naqvi. Kis Ne Mohabbaton Ko Adawat Mein Rakh Diya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kis Ne Mohabbaton Ko Adawat Mein Rakh Diya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کس نے محبتوں کو عداوت میں رکھ دیا

عظمیٰ نقوی

کس نے محبتوں کو عداوت میں رکھ دیا

دل کی بجھارتوں کو سفارت میں رکھ دیا

چہرے کے سب نقوش زمانے کے ساتھ تھے

اک دل تھا سو تمہاری عبادت میں رکھ دیا

اپنا وجود کھو کے تمہیں پا لیا تو پھر

کیوں اپنی چاہتوں کو ندامت میں رکھ دیا

آنکھیں گنوا کے پوری طرح مطمئن نہ تھی

اک سر بچا تھا وہ بھی محبت میں رکھ دیا

یہ سرد آگ میرا بدن چاٹتی رہے

میں نے تو عشق دل کی حرارت میں رکھ دیا

رونے کا یہ ہنر بھی نہ تیرے لیے کیا

تلوار کو بھی تیری حمایت میں رکھ دیا

عظمیٰ نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kis Ne Mohabbaton Ko Adawat Mein Rakh Diya

Uzma Naqvi

kis ne mohabbaton ko adawat mein rakh diya
dil ki bujhaaraton ko safarat mein rakh diya

chehre ke sab nuqush zamane ke sath the
ek dil tha so tumhaari ibaadat mein rakh diya

apna wajud kho ke tumhein pa liya to phir
kyon apni chahaton ko nadamat mein rakh diya

aankhen ganwa ke puri tarah mutmain na thi
ek sar bacha tha wo bhi mohabbat mein rakh diya

ye sard aag mera badan chaTti rahe
main ne to ishq dil ki hararat mein rakh diya

rone ka ye hunar bhi na tere liye kiya
talwar ko bhi teri himayat mein rakh diya

(248) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kis Ne Mohabbaton Ko Adawat Mein Rakh Diya written by Uzma Naqvi at UrduPoint. Kis Ne Mohabbaton Ko Adawat Mein Rakh Diya is one of the masterpieces written by Uzma Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Uzma Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Uzma Naqvi' above.

Kis Ne Mohabbaton Ko Adawat Mein Rakh Diya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kis Ne Mohabbaton Ko Adawat Mein Rakh Diya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.