Main Nachiz, Urdu Nazam By Uzma Naqvi

Main Nachiz is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Uzma Naqvi. Main Nachiz comes under the Social category of Urdu Nazam. You can read Main Nachiz on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں ناچیز

عظمیٰ نقوی

بہت سے لوگ ہوتے ہیں

جنہیں کہنا جنہیں سننا نہیں آتا

صدائیں اپنے پہلو کو جھٹک کر

کان میں آواز بھرتی ہیں

صداؤں کے کٹہرے سے کئی باغی ہمیشہ

بھاگ جاتے ہیں

میں اپنے وقت کی باغی صدا ہوں

اور میرا نام عظمیٰ ہے

مجھے نقویؔ بھی کہتے ہیں

مجھے حرف ضیا پر جگنوؤں سے داد ملتی ہے

مرا ادبی نسب نامہ ضیائی ہے

مگر دنیا مجھے

اک آفتابی شہر کہتی ہے

عظمیٰ نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Nachiz

Uzma Naqvi

bahut se log hote hain
jinhen kahna jinhen sunna nahin aata

sadaen apne pahlu ko jhaTak kar
kan mein aawaz bharti hain
sadaon ke kaTahre se kai baghi hamesha
bhag jate hain

main apne waqt ki baghi sada hun
aur mera nam uzma hai
mujhe 'naqwi' bhi kahte hain
mujhe harf-e-ziya par jugnuon se dad milti hai
mera adabi nasab-nama ziyai hai
magar duniya mujhe
ek aaftabi shahr kahti hai

(192) ووٹ وصول ہوئے

You can read Main Nachiz written by Uzma Naqvi at UrduPoint. Main Nachiz is one of the masterpieces written by Uzma Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Uzma Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Uzma Naqvi' above.

Main Nachiz is a widely read Urdu Nazam. If you like Main Nachiz, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.