Hum Hain Buniyaad To Har ShaKHs Manare Jaisa, Urdu Ghazal By Vakeel Ahmad Hayat

Hum Hain Buniyaad To Har ShaKHs Manare Jaisa is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Vakeel Ahmad Hayat. Hum Hain Buniyaad To Har ShaKHs Manare Jaisa comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hum Hain Buniyaad To Har ShaKHs Manare Jaisa on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم ہیں بنیاد تو ہر شخص منارے جیسا

وکیل احمد حیات

ہم ہیں بنیاد تو ہر شخص منارے جیسا

ہم کو ملتا ہی نہیں کوئی ہمارے جیسا

آج بستی میں ہماری ہے عجب ہی رونق

آج نکلا ہے یہاں چاند تمہارے جیسا

کیا بھلا ان سے جدا میری ہے پہچان کوئی

وہ سمندر کی طرح ہیں میں کنارے جیسا

حال کچھ دل کا ہوا گردش دوراں کے سبب

کسی مفلس کے بلکتے ہوئے پیارے جیسا

روز لڑتا ہے وہ اندر کے اندھیروں سے حیاتؔ

آپ کو لگتا ہے جو شخص ستارے جیسا

وکیل احمد حیات

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hum Hain Buniyaad To Har ShaKHs Manare Jaisa

Vakeel Ahmad Hayat

hum hain buniyaad to har shaKHs manare jaisa
hum ko milta hi nahin koi hamare jaisa

aaj basti mein hamari hai ajab hi raunaq
aaj nikla hai yahan chand tumhaare jaisa

kya bhala un se juda meri hai pahchan koi
wo samundar ki tarah hain main kinare jaisa

haal kuchh dil ka hua gardish-e-dauran ke sabab
kisi muflis ke bilakte hue pyare jaisa

roz laDta hai wo andar ke andheron se 'hayat'
aap ko lagta hai jo shaKHs sitare jaisa

(271) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hum Hain Buniyaad To Har ShaKHs Manare Jaisa written by Vakeel Ahmad Hayat at UrduPoint. Hum Hain Buniyaad To Har ShaKHs Manare Jaisa is one of the masterpieces written by Vakeel Ahmad Hayat. You can also find the complete poetry collection of Vakeel Ahmad Hayat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Vakeel Ahmad Hayat' above.

Hum Hain Buniyaad To Har ShaKHs Manare Jaisa is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hum Hain Buniyaad To Har ShaKHs Manare Jaisa, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.