Jage Se Kitne Ghar Dekhe Raat Ki KHamushi Mein, Urdu Ghazal By Vandana Bhardwaj Tiwary Vani

Jage Se Kitne Ghar Dekhe Raat Ki KHamushi Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Vandana Bhardwaj Tiwary Vani. Jage Se Kitne Ghar Dekhe Raat Ki KHamushi Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jage Se Kitne Ghar Dekhe Raat Ki KHamushi Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جاگے سے کتنے گھر دیکھے رات کی خامشی میں

وندنا بھاردواج تواری وانی

جاگے سے کتنے گھر دیکھے رات کی خامشی میں

دیوار پہ سائے ہی تو تھے رات کی خامشی میں

گل بوٹے اور باغ جب سو جاتے ہیں خوابوں کو اوڑھے

تب رات رانی ہی خوشبو دے رات کی خامشی میں

دن بھر خود اپنی لگائی آتش میں دل جل رہا تھا

اب شمع سا بجھ رہا ہے یہ رات کی خامشی میں

تنہائی میں چبھتے ہیں جب یادوں کے نشتر سے اکثر

گوشہ میں ہم روتے ہیں کھل کے رات کی خامشی میں

گر نیند ہے تو پھر ان جلتی آنکھوں میں تو اتر آ

گر موت ہے تو لے چل یاں سے رات کی خامشی میں

کاٹی نہیں جاتی اب مجھ سے ہجر کی لمبی راتیں

کوئی مرے دل کو بہلا دے رات کی خامشی میں

ہو جھیل میں چاند اترا یا خواب میں کھوئی وانیؔ

سب اپنے ہی اشک سے بھیگے رات کی خامشی میں

وندنا بھاردواج تواری وانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jage Se Kitne Ghar Dekhe Raat Ki KHamushi Mein

Vandana Bhardwaj Tiwary Vani

jage se kitne ghar dekhe raat ki KHamushi mein
diwar pe sae hi to the raat ki KHamushi mein

gul-buTe aur bagh jab so jate hain KHwabon ko oDhe
tab raat rani hi KHushbu de raat ki KHamushi mein

din bhar KHud apni lagai aatish mein dil jal raha tha
ab shama sa bujh raha hai ye raat ki KHamushi mein

tanhai mein chubhte hain jab yaadon ke nashtar se aksar
goshe mein hum rote hain khul ke raat ki KHamushi mein

gar nind hai to phir in jalti aankhon mein tu utar aa
gar maut hai to le chal yan se raat ki KHamushi mein

kaTi nahin jati ab mujh se hijr ki lambi raaten
koi mere dil ko bahla de raat ki KHamushi mein

ho jhil mein chand utra ya KHwab mein khoi 'wani'
sab apne hi ashk se bhige raat ki KHamushi mein

(231) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jage Se Kitne Ghar Dekhe Raat Ki KHamushi Mein written by Vandana Bhardwaj Tiwary Vani at UrduPoint. Jage Se Kitne Ghar Dekhe Raat Ki KHamushi Mein is one of the masterpieces written by Vandana Bhardwaj Tiwary Vani. You can also find the complete poetry collection of Vandana Bhardwaj Tiwary Vani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Vandana Bhardwaj Tiwary Vani' above.

Jage Se Kitne Ghar Dekhe Raat Ki KHamushi Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jage Se Kitne Ghar Dekhe Raat Ki KHamushi Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.