UjaD Ke Ghar Se Sar-e-rah Aa Ke BaiThe Hain, Urdu Ghazal By Varis Kirmani

UjaD Ke Ghar Se Sar-e-rah Aa Ke BaiThe Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Varis Kirmani. UjaD Ke Ghar Se Sar-e-rah Aa Ke BaiThe Hain comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read UjaD Ke Ghar Se Sar-e-rah Aa Ke BaiThe Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اجڑ کے گھر سے سر راہ آ کے بیٹھے ہیں

وارث کرمانی

اجڑ کے گھر سے سر راہ آ کے بیٹھے ہیں

ہم اپنی ضد میں سبھی کچھ گنوا کے بیٹھے ہیں

کہاں تک اپنی ہی پرچھائیوں سے بھاگیں گے

یہ لوگ جو تری محفل میں آ کے بیٹھے ہیں

اب آہ و زاریٔ غم خوار کا فریب کھلا

یہ مہرباں بھی وہیں دل لگا کے بیٹھے ہیں

عذاب حشر کا کیا ذکر ہم سے اے واعظ

ہم اس بلا کو یہیں آزما کے بیٹھے ہیں

وارث کرمانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

UjaD Ke Ghar Se Sar-e-rah Aa Ke BaiThe Hain

Varis Kirmani

ujaD ke ghar se sar-e-rah aa ke baiThe hain
hum apni zid mein sabhi kuchh ganwa ke baiThe hain

kahan tak apni hi parchhaiyon se bhagenge
ye log jo teri mahfil mein aa ke baiThe hain

ab aah-o-zari-e-gham-KHwar ka fareb khula
ye mehrban bhi wahin dil laga ke baiThe hain

azab-e-hashr ka kya zikr hum se ai waiz
hum is bala ko yahin aazma ke baiThe hain

(264) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read UjaD Ke Ghar Se Sar-e-rah Aa Ke BaiThe Hain written by Varis Kirmani at UrduPoint. UjaD Ke Ghar Se Sar-e-rah Aa Ke BaiThe Hain is one of the masterpieces written by Varis Kirmani. You can also find the complete poetry collection of Varis Kirmani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Varis Kirmani' above.

UjaD Ke Ghar Se Sar-e-rah Aa Ke BaiThe Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like UjaD Ke Ghar Se Sar-e-rah Aa Ke BaiThe Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.