Ye Qadam Qadam Kashakash Dil Be-qarar Kya Hai, Urdu Ghazal By Varis Kirmani

Ye Qadam Qadam Kashakash Dil Be-qarar Kya Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Varis Kirmani. Ye Qadam Qadam Kashakash Dil Be-qarar Kya Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Qadam Qadam Kashakash Dil Be-qarar Kya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ قدم قدم کشاکش دل بیقرار کیا ہے

وارث کرمانی

یہ قدم قدم کشاکش دل بیقرار کیا ہے

جو یقیں نہ ہو عمل پر تو نشاط کار کیا ہے

بخدا نسیم گلشن تری وحشتوں کے صدقے

یہ مزاج نامہ بر ہے تو مزاج یار کیا ہے

وہ کرم نہ ہو ستم ہو کوئی بات کم سے کم ہو

یہ ادائے بے نیازی مرے غم گسار کیا ہے

یہ ہم اہل غم کی منزل ہے دبے قدم گزر جا

کہ اجل یہاں کے فتنوں میں ترا شمار کیا ہے

ابھی آ کے نغمۂ دل کی بہار دیکھ جاؤ

میں نوائے خود شکن ہوں مرا اعتبار کیا ہے

وارث کرمانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Qadam Qadam Kashakash Dil Be-qarar Kya Hai

Varis Kirmani

ye qadam qadam kashakash dil be-qarar kya hai
jo yaqin na ho amal par to nashat-e-kar kya hai

ba-KHuda nasim-e-gulshan teri wahshaton ke sadqe
ye mizaj-e-nama-bar hai to mizaj-e-yar kya hai

wo karam na ho sitam ho koi baat kam se kam ho
ye ada-e-be-niyazi mere gham-gusar kya hai

ye hum ahl-e-gham ki manzil hai dabe qadam guzar ja
ki ajal yahan ke fitnon mein tera shumar kya hai

abhi aa ke naghma-e-dil ki bahaar dekh jao
main nawa-e-KHud-shikan hun mera e'tibar kya hai

(298) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Qadam Qadam Kashakash Dil Be-qarar Kya Hai written by Varis Kirmani at UrduPoint. Ye Qadam Qadam Kashakash Dil Be-qarar Kya Hai is one of the masterpieces written by Varis Kirmani. You can also find the complete poetry collection of Varis Kirmani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Varis Kirmani' above.

Ye Qadam Qadam Kashakash Dil Be-qarar Kya Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Qadam Qadam Kashakash Dil Be-qarar Kya Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.