Aur Sunao Kaise Ho Tum, Urdu Ghazal By Vigyan Vrat

Aur Sunao Kaise Ho Tum is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Vigyan Vrat. Aur Sunao Kaise Ho Tum comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aur Sunao Kaise Ho Tum on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اور سناؤ کیسے ہو تم

وگیان ورت

اور سناؤ کیسے ہو تم

اب تک پہلے جیسے ہو تم

اچھا اب یہ تو بتلاؤ

کیسے اپنے جیسے ہو تم

یار سنو گھبراتے کیوں ہو

کیا کچھ ایسے ویسے ہو تم

کیا اب اپنے ساتھ نہیں ہو

تو پھر جیسے تیسے ہو تم

عیش پرستی تم سے توبہ

مزدوری کے پیسے ہو تم

وگیان ورت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aur Sunao Kaise Ho Tum

Vigyan Vrat

aur sunao kaise ho tum
ab tak pahle jaise ho tum

achchha ab ye to batlao
kaise apne jaise ho tum

yar suno ghabraate kyon ho
kya kuchh aise waise ho tum

kya ab apne sath nahin ho
to phir jaise taise ho tum

aish-parasti tum se tauba
mazduri ke paise ho tum

(1724) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aur Sunao Kaise Ho Tum written by Vigyan Vrat at UrduPoint. Aur Sunao Kaise Ho Tum is one of the masterpieces written by Vigyan Vrat. You can also find the complete poetry collection of Vigyan Vrat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Vigyan Vrat' above.

Aur Sunao Kaise Ho Tum is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aur Sunao Kaise Ho Tum, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.