Be-wajh Nahin Un Ka Be-KHud Ko Bulana Hai, Urdu Ghazal By Abbas Ali Khan Bekhud

Be-wajh Nahin Un Ka Be-KHud Ko Bulana Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abbas Ali Khan Bekhud. Be-wajh Nahin Un Ka Be-KHud Ko Bulana Hai comes under the Love category of Urdu Ghazal. You can read Be-wajh Nahin Un Ka Be-KHud Ko Bulana Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بے وجہ نہیں ان کا بے خود کو بلانا ہے

عباس علی خاں بیخود

بے وجہ نہیں ان کا بے خود کو بلانا ہے

آئینۂ حیرت سے محفل کو سجانا ہے

یار غم ہستی کا ہے تذکرہ لا حاصل

مجبور کا جینا ہی اک بار اٹھانا ہے

مجھ سے جو سر محفل تم آنکھ چراتے ہو

کیا راز محبت کو افسانہ بنانا ہے

حالت کے تغیر پر ہو ماتم ماضی کیوں

اک وہ بھی زمانہ تھا اک یہ بھی زمانا ہے

ہے گوشۂ تنہائی منظور مجھے بیخودؔ

اس بزم میں جانا تو جی اور جلانا ہے

عباس علی خاں بیخود

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Be-wajh Nahin Un Ka Be-KHud Ko Bulana Hai

Abbas Ali Khan Bekhud

be-wajh nahin un ka be-KHud ko bulana hai
aaina-e-hairat se mahfil ko sajaana hai

yar gham-e-hasti ka hai tazkira la-hasil
majbur ka jina hi ek bar uThana hai

mujh se jo sar-e-mahfil tum aankh churaate ho
kya raaz-e-mohabbat ko afsana banana hai

haalat ke taghayyur par ho matam-e-mazi kyun
ek wo bhi zamana tha ek ye bhi zamana hai

hai gosha-e-tanhai manzur mujhe 'beKHud'
is bazm mein jaana to ji aur jalana hai

(803) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Be-wajh Nahin Un Ka Be-KHud Ko Bulana Hai written by Abbas Ali Khan Bekhud at UrduPoint. Be-wajh Nahin Un Ka Be-KHud Ko Bulana Hai is one of the masterpieces written by Abbas Ali Khan Bekhud. You can also find the complete poetry collection of Abbas Ali Khan Bekhud by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abbas Ali Khan Bekhud' above.

Be-wajh Nahin Un Ka Be-KHud Ko Bulana Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Be-wajh Nahin Un Ka Be-KHud Ko Bulana Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.