Hijr Ki Shab Zulf-e-barham Ka KHayal Aata Raha, Urdu Ghazal By Abbas Ali Khan Bekhud

Hijr Ki Shab Zulf-e-barham Ka KHayal Aata Raha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abbas Ali Khan Bekhud. Hijr Ki Shab Zulf-e-barham Ka KHayal Aata Raha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hijr Ki Shab Zulf-e-barham Ka KHayal Aata Raha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہجر کی شب زلف برہم کا خیال آتا رہا

عباس علی خاں بیخود

ہجر کی شب زلف برہم کا خیال آتا رہا

اک نہ اک ہر دن مرے سر پر وبال آتا رہا

شکر ہے تاریک دل میں روشنی کے واسطے

گو تصور میں سہی اس کا جمال آتا رہا

ہے کرم اس کا کہ ہم سے بے بصر کے واسطے

عالم امثال میں وہ بے مثال آتا رہا

بھولنے والے کو آخر دل بھلائے کس طرح

بے خیالی میں بھی جب اس کا خیال آتا رہا

میں نے اپنی خستگی کی داد پائی اس طرح

میرے عرض حال پر ان کو جلال آتا رہا

بس یہی کیا کم ہے میری صاف گوئی کی دلیل

ان کے دل میں میری جانب سے ملال آتا رہا

کیا بگڑ جاتا جو ہو جاتی توجہ کی نظر

مدتوں در پر گدائے بے سوال آتا رہا

مجھ کو بیخودؔ جب کبھی آیا ہے توبہ کا خیال

دیر تک اپنے گناہوں کا خیال آتا رہا

عباس علی خاں بیخود

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hijr Ki Shab Zulf-e-barham Ka KHayal Aata Raha

Abbas Ali Khan Bekhud

hijr ki shab zulf-e-barham ka KHayal aata raha
ek na ek har din mere sar par wabaal aata raha

shukr hai tarik dil mein raushni ke waste
go tasawwur mein sahi us ka jamal aata raha

hai karam us ka ki hum se be-basar ke waste
aalam-e-amsal mein wo be-misal aata raha

bhulne wale ko aaKHir dil bhulae kis tarah
be-KHayali mein bhi jab us ka KHayal aata raha

main ne apni KHastagi ki dad pai is tarah
mere arz-e-haal par un ko jalal aata raha

bas yahi kya kam hai meri saf-goi ki dalil
un ke dil mein meri jaanib se malal aata raha

kya bigaD jata jo ho jati tawajjoh ki nazar
muddaton dar par gada-e-be-sawal aata raha

mujh ko 'beKHud' jab kabhi aaya hai tauba ka KHayal
der tak apne gunahon ka KHayal aata raha

(1058) ووٹ وصول ہوئے

You can read Hijr Ki Shab Zulf-e-barham Ka KHayal Aata Raha written by Abbas Ali Khan Bekhud at UrduPoint. Hijr Ki Shab Zulf-e-barham Ka KHayal Aata Raha is one of the masterpieces written by Abbas Ali Khan Bekhud. You can also find the complete poetry collection of Abbas Ali Khan Bekhud by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abbas Ali Khan Bekhud' above.

Hijr Ki Shab Zulf-e-barham Ka KHayal Aata Raha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hijr Ki Shab Zulf-e-barham Ka KHayal Aata Raha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.