Main Us Se Dur Raha Uski Dastaras Mein Raha, Urdu Ghazal By Abbas Rizvi

Main Us Se Dur Raha Uski Dastaras Mein Raha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abbas Rizvi. Main Us Se Dur Raha Uski Dastaras Mein Raha comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Main Us Se Dur Raha Uski Dastaras Mein Raha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں اس سے دور رہا اس کی دسترس میں رہا

عباس رضوی

میں اس سے دور رہا اس کی دسترس میں رہا

وہ ایک شعلے کی صورت مرے نفس میں رہا

نظر اسیر اسی چشم مے فشاں کی رہی

مرا بدن بھی مری روح کے قفس میں رہا

چمن سے ٹوٹ گیا برگ زرد کا رشتہ

نہ آب و گل میں سمایا نہ خار و خس میں رہا

تمام عمر کی بے تابیوں کا حاصل تھا

وہ ایک لمحہ جو صدیوں کے پیش و پس میں رہا

وہ ایک شاعر آشفتہ سر کہ مجھ میں تھا

ہوا کا ساتھ نہ دے کر ہوا کے بس میں رہا

کسی خیال کے نشے میں دن گزرتے رہے

میں اپنی عمر کے انیسویں برس میں رہا

عباس رضوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Us Se Dur Raha Uski Dastaras Mein Raha

Abbas Rizvi

main us se dur raha us ki dastaras mein raha
wo ek shoale ki surat mere nafas mein raha

nazar asir isi chashm-e-mai-fashan ki rahi
mera badan bhi meri ruh ke qafas mein raha

chaman se TuT gaya barg-e-zard ka rishta
na aab o gil mein samaya na KHar-o-KHas mein raha

tamam umr ki be-tabiyon ka hasil tha
wo ek lamha jo sadiyon ke pesh-o-pas mein raha

wo ek shaer-e-ashufta-sar ki mujh mein tha
hawa ka sath na de kar hawa ke bas mein raha

kisi KHayal ke nashshe mein din guzarte rahe
main apni umr ke unniswen baras mein raha

(887) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Us Se Dur Raha Uski Dastaras Mein Raha written by Abbas Rizvi at UrduPoint. Main Us Se Dur Raha Uski Dastaras Mein Raha is one of the masterpieces written by Abbas Rizvi. You can also find the complete poetry collection of Abbas Rizvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abbas Rizvi' above.

Main Us Se Dur Raha Uski Dastaras Mein Raha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Us Se Dur Raha Uski Dastaras Mein Raha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.