Asir-e-ishq Hain Aur Waza Aazadana Rakhte Hain, Urdu Ghazal By Abdul Ghafoor Saqi

Asir-e-ishq Hain Aur Waza Aazadana Rakhte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdul Ghafoor Saqi. Asir-e-ishq Hain Aur Waza Aazadana Rakhte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Asir-e-ishq Hain Aur Waza Aazadana Rakhte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اسیر عشق ہیں اور وضع آزادانہ رکھتے ہیں

عبدالغفور ساقی

اسیر عشق ہیں اور وضع آزادانہ رکھتے ہیں

ہم اپنی زندگی افسانہ در افسانہ رکھتے ہیں

خدا معلوم ایسی کیا کشش ہے ان کی محفل میں

کہ اہل دل قدم اس سمت بیتابانہ رکھتے ہیں

نہ ہم تقلید کرتے ہیں کبھی فرہاد و وامق کی

نہ اپنی مملکت میں قیس کا ویرانہ رکھتے ہیں

ہمیں نسبت ہے بادہ سے ہمارا نام ہے ساقیؔ

نہیں مے کش مگر ہاں شغل کچھ روزانہ رکھتے ہیں

عبدالغفور ساقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Asir-e-ishq Hain Aur Waza Aazadana Rakhte Hain

Abdul Ghafoor Saqi

asir-e-ishq hain aur waza aazadana rakhte hain
hum apni zindagi afsana-dar-afsana rakhte hain

KHuda-malum aisi kya kashish hai un ki mahfil mein
ki ahl-e-dil qadam us samt betabana rakhte hain

na hum taqlid karte hain kabhi farhad-o-wamiq ki
na apni mamlikat mein qais ka virana rakhte hain

hamein nisbat hai baade se hamara nam hai 'saqi'
nahin mai-kash magar han shaghl kuchh rozana rakhte hain

(610) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Asir-e-ishq Hain Aur Waza Aazadana Rakhte Hain written by Abdul Ghafoor Saqi at UrduPoint. Asir-e-ishq Hain Aur Waza Aazadana Rakhte Hain is one of the masterpieces written by Abdul Ghafoor Saqi. You can also find the complete poetry collection of Abdul Ghafoor Saqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdul Ghafoor Saqi' above.

Asir-e-ishq Hain Aur Waza Aazadana Rakhte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Asir-e-ishq Hain Aur Waza Aazadana Rakhte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.