Ye Aisa Sach Hai Nahin Jis Mein Koi Shak Baba, Urdu Ghazal By Abdul Ghafoor Saqi

Ye Aisa Sach Hai Nahin Jis Mein Koi Shak Baba is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdul Ghafoor Saqi. Ye Aisa Sach Hai Nahin Jis Mein Koi Shak Baba comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Aisa Sach Hai Nahin Jis Mein Koi Shak Baba on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ ایسا سچ ہے نہیں جس میں کوئی شک بابا

عبدالغفور ساقی

یہ ایسا سچ ہے نہیں جس میں کوئی شک بابا

بغیر پیار کے ہے زیست بے نمک بابا

طلب تھی جس کو بہر گام منزل مقصود

گزر گیا رہ مشکل سے بے جھجک بابا

قریب تر ہے مقام خدا سے وہ پھر بھی

بشر سے بڑھ کے نہیں رفعت ملک بابا

شہید ہو گئے منصور حق پرستی میں

چمک رہا ہے لہو ان کا آج تک بابا

زمانے بھر کی بہت خاک چھان لی ہم نے

پہنچ سکے ہی نہیں دل کی راہ تک بابا

عبدالغفور ساقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Aisa Sach Hai Nahin Jis Mein Koi Shak Baba

Abdul Ghafoor Saqi

ye aisa sach hai nahin jis mein koi shak baba
baghair pyar ke hai zist be-namak baba

talab thi jis ko bahar-gam manzil-e-maqsud
guzar gaya rah-e-mushkil se be-jhijak baba

qarib-tar hai maqam-e-KHuda se wo phir bhi
bashar se baDh ke nahin rifat-e-malak baba

shahid ho gae mansur haq-parasti mein
chamak raha hai lahu un ka aaj tak baba

zamane bhar ki bahut KHak chhan li hum ne
pahunch sake hi nahin dil ki rah tak baba

(623) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ye Aisa Sach Hai Nahin Jis Mein Koi Shak Baba written by Abdul Ghafoor Saqi at UrduPoint. Ye Aisa Sach Hai Nahin Jis Mein Koi Shak Baba is one of the masterpieces written by Abdul Ghafoor Saqi. You can also find the complete poetry collection of Abdul Ghafoor Saqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdul Ghafoor Saqi' above.

Ye Aisa Sach Hai Nahin Jis Mein Koi Shak Baba is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Aisa Sach Hai Nahin Jis Mein Koi Shak Baba, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.