Har Aadmi Hai Mubtala Ranj-o-azab Mein, Urdu Ghazal By Abdul Ghafoor Saqi

Har Aadmi Hai Mubtala Ranj-o-azab Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdul Ghafoor Saqi. Har Aadmi Hai Mubtala Ranj-o-azab Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Aadmi Hai Mubtala Ranj-o-azab Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر آدمی ہے مبتلا رنج و عذاب میں

عبدالغفور ساقی

ہر آدمی ہے مبتلا رنج و عذاب میں

آرام سے ہے کون جہان خراب میں

رندوں کو کب ہے دوزخ و جنت سے واسطہ

زاہد مگر لگے ہیں حصول ثواب میں

جو لوگ ہیں زمانے میں سرگرم و مستعد

رہتے نہیں الجھ کے خیال اور خواب میں

جس کی ضیا سے ہونی تھی تزئین کائنات

وہ حسن چھپ سکا نہ کسی بھی حجاب میں

دنیا ہے جس کا نام مکمل فریب ہے

اہل نظر نہ کھوئیں کبھی اس سراب میں

یہ واقعہ ہے حضرت ساقیؔ کی زندگی

اب قید ہو کے رہ گئی جام شراب میں

عبدالغفور ساقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Aadmi Hai Mubtala Ranj-o-azab Mein

Abdul Ghafoor Saqi

har aadmi hai mubtala ranj-o-azab mein
aaram se hai kaun jahan-e-KHarab mein

rindon ko kab hai dozaKH-o-jannat se wasta
zahid magar lage hain husul-e-sawab mein

jo log hain zamane mein sargarm-o-mustaid
rahte nahin ulajh ke KHayal aur KHwab mein

jis ki ziya se honi thi tazin-e-kaenat
wo husn chhup saka na kisi bhi hijab mein

duniya hai jis ka nam mukammal fareb hai
ahl-e-nazar na khoen kabhi is sarab mein

ye waqia hai hazrat-e-‘saqi’ ki zindagi
ab qaid ho ke rah gai jam-e-sharab mein

(971) ووٹ وصول ہوئے

You can read Har Aadmi Hai Mubtala Ranj-o-azab Mein written by Abdul Ghafoor Saqi at UrduPoint. Har Aadmi Hai Mubtala Ranj-o-azab Mein is one of the masterpieces written by Abdul Ghafoor Saqi. You can also find the complete poetry collection of Abdul Ghafoor Saqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdul Ghafoor Saqi' above.

Har Aadmi Hai Mubtala Ranj-o-azab Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Aadmi Hai Mubtala Ranj-o-azab Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.