Aaj Apni Sham-e-tanhai Ka Hai Manzar Juda, Urdu Ghazal By Abdul Hai Aarfi
Aaj Apni Sham-e-tanhai Ka Hai Manzar Juda is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdul Hai Aarfi. Aaj Apni Sham-e-tanhai Ka Hai Manzar Juda comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aaj Apni Sham-e-tanhai Ka Hai Manzar Juda on this page of UrduPoint.
آج اپنی شام تنہائی کا ہے منظر جدا
عبدالحیٔ عارفی
آج اپنی شام تنہائی کا ہے منظر جدا
جوش درد دل جدا ہے جوش چشم تر جدا
آ گیا ہے دامن قاتل جو اپنے ہاتھ میں
سب کا اک محشر جدا ہے اپنا اک محشر جدا
کر دیا یہ کیا فسوں ساقی کی چشم مست نے
اب جو ہوتا ہی نہیں لب سے مرے ساغر جدا
میکشان چشم مست ناز ساقی کے لئے
کیف ہر صہبا جدا ہے ذوق ہر ساغر جدا
عبدالحیٔ عارفی
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Aaj Apni Sham-e-tanhai Ka Hai Manzar Juda
Abdul Hai Aarfi
josh-e-dard-e-dil juda hai josh-e-chashm-e-tar juda
aa gaya hai daman-e-qatil jo apne hath mein
sab ka ek mahshar juda hai apna ek mahshar juda
kar diya ye kya fusun saqi ki chashm-e-mast ne
ab jo hota hi nahin lab se mere saghar juda
maikashan-e-chashm-e-mast-e-naz saqi ke liye
kaif-e-har sahba juda hai zauq-e-har saghar juda
(1446) ووٹ وصول ہوئے
Related Abdul Hai Aarfi Poetry
More Abdul Hai Aarfi Poetry
کچھ لطف خموشی میں نہ آہوں میں مزا ہے
Abdul Hai Aarfi - عبدالحیٔ عارفی
Kuchh Lutf Khamoshi Mein Na Aahon Mein Maza Hai
آج اپنی شام تنہائی کا ہے منظر جدا
Abdul Hai Aarfi - عبدالحیٔ عارفی
Aaj Apni Sham-e-tanhai Ka Hai Manzar Juda
ذرا اے جوش غم رہنے دے قابو میں زباں میری
Abdul Hai Aarfi - عبدالحیٔ عارفی
Zara Ai Josh-e-gham Rahne De Qabu Mein Zaban Meri
You can read Aaj Apni Sham-e-tanhai Ka Hai Manzar Juda written by Abdul Hai Aarfi at UrduPoint. Aaj Apni Sham-e-tanhai Ka Hai Manzar Juda is one of the masterpieces written by Abdul Hai Aarfi. You can also find the complete poetry collection of Abdul Hai Aarfi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdul Hai Aarfi' above.
Aaj Apni Sham-e-tanhai Ka Hai Manzar Juda is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaj Apni Sham-e-tanhai Ka Hai Manzar Juda, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.