Harf Mein KHun-e-jigar Kis Ka Hai, Urdu Ghazal By Abdul Qavi Ziya

Harf Mein KHun-e-jigar Kis Ka Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdul Qavi Ziya. Harf Mein KHun-e-jigar Kis Ka Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Harf Mein KHun-e-jigar Kis Ka Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حرف میں خون جگر کس کا ہے

عبدالقوی ضیا

حرف میں خون جگر کس کا ہے

ہم سے پوچھو یہ ہنر کس کا ہے

اجنبی ہے نہ شناسا کوئی

ایک سایہ سا مگر کس کا ہے

ہجر کی شب کو لہو ہم نے دیا

اب کہو رنگ سحر کس کا ہے

خلوت جاں میں ہے اک ہلچل سی

اس طرف قصد سفر کس کا ہے

تو اگر سامنے موجود نہیں

حسن تا حد نظر کس کا ہے

سنگ ہی سنگ ہیں آنگن میں ضیاؔ

پس دیوار شجر کس کا ہے

عبدالقوی ضیا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Harf Mein KHun-e-jigar Kis Ka Hai

Abdul Qavi Ziya

harf mein KHun-e-jigar kis ka hai
hum se puchho ye hunar kis ka hai

ajnabi hai na shanasa koi
ek saya sa magar kis ka hai

hijr ki shab ko lahu hum ne diya
ab kaho rang-e-sahar kis ka hai

KHalwat-e-jaan mein hai ek halchal si
us taraf qasd-e-safar kis ka hai

tu agar samne maujud nahin
husn ta-hadd-e-nazar kis ka hai

sang hi sang hain aangan mein 'ziya'
pas-e-diwar shajar kis ka hai

(674) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Harf Mein KHun-e-jigar Kis Ka Hai written by Abdul Qavi Ziya at UrduPoint. Harf Mein KHun-e-jigar Kis Ka Hai is one of the masterpieces written by Abdul Qavi Ziya. You can also find the complete poetry collection of Abdul Qavi Ziya by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdul Qavi Ziya' above.

Harf Mein KHun-e-jigar Kis Ka Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Harf Mein KHun-e-jigar Kis Ka Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.