Tere Ghamon Se Ibarat Hai Ab KHushi Meri, Urdu Ghazal By Abdul Qavi Ziya

Tere Ghamon Se Ibarat Hai Ab KHushi Meri is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdul Qavi Ziya. Tere Ghamon Se Ibarat Hai Ab KHushi Meri comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Tere Ghamon Se Ibarat Hai Ab KHushi Meri on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ترے غموں سے عبارت ہے اب خوشی میری

عبدالقوی ضیا

ترے غموں سے عبارت ہے اب خوشی میری

گزر رہی ہے سلیقے سے زندگی میری

کبھی جو ذرۂ خاکی کا کوئی ذکر چھڑا

نگاہ اٹھ کے ستاروں پہ جم گئی میری

یہ اور بات کہ جینے کا لطف آ نہ سکا

ترے بغیر بھی گزری ہے زندگی میری

وہ کیف ہے کہ اب آپا بھی کوئی ہوش نہیں

یہ کس مقام پہ لائی ہے بے خودی میری

پلک پلک پہ ستارے سجے ہوئے ہیں ضیاؔ

یہ ان کا حسن نظر ہے کہ روشنی میری

عبدالقوی ضیا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tere Ghamon Se Ibarat Hai Ab KHushi Meri

Abdul Qavi Ziya

tere ghamon se ibarat hai ab KHushi meri
guzar rahi hai saliqe se zindagi meri

kabhi jo zarra-e-KHaki ka koi zikr chhiDa
nigah uTh ke sitaron pe jam gai meri

ye aur baat ki jine ka lutf aa na saka
tere baghair bhi guzri hai zindagi meri

wo kaif hai ki ab aapa bhi koi hosh nahin
ye kis maqam pe lai hai be-KHudi meri

palak palak pe sitare saje hue hain 'ziya'
ye un ka husn-e-nazar hai ki raushni meri

(590) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tere Ghamon Se Ibarat Hai Ab KHushi Meri written by Abdul Qavi Ziya at UrduPoint. Tere Ghamon Se Ibarat Hai Ab KHushi Meri is one of the masterpieces written by Abdul Qavi Ziya. You can also find the complete poetry collection of Abdul Qavi Ziya by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdul Qavi Ziya' above.

Tere Ghamon Se Ibarat Hai Ab KHushi Meri is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tere Ghamon Se Ibarat Hai Ab KHushi Meri, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.