Main Usko DhunDhta Hun Tere Iltifat Mein, Urdu Ghazal By Abid Akhtar

Main Usko DhunDhta Hun Tere Iltifat Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abid Akhtar. Main Usko DhunDhta Hun Tere Iltifat Mein comes under the Love, Social, Bewafa, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Main Usko DhunDhta Hun Tere Iltifat Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں اس کو ڈھونڈھتا ہوں ترے التفات میں

عابد اختر

میں اس کو ڈھونڈھتا ہوں ترے التفات میں

تاریخ چھوڑ آئی جسے سومنات میں

مٹھی میں اپنی ایسے لکیروں کو قید کر

جیسے ترا نصیب ہو تیرے ہی ہات میں

کیسے یقین آئے بھلا اس کی بات کا

جس کا مزاج مل نہ سکے بات بات میں

وہ جو فضول خرچ ہے کل نا شناس بھی

برکت تلاش کرتا ہے چھ آٹھ سات میں

سوداگروں میں کتنی ہی راتیں گزار کر

قیمت کی نبض ڈوب گئی ایک رات میں

انساں نے مہر و ماہ کے پردے اٹھا دئے

خود کو تلاش کر نہ سکا کائنات میں

عابد اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Usko DhunDhta Hun Tere Iltifat Mein

Abid Akhtar

main us ko DhunDhta hun tere iltifat mein
tariKH chhoD aai jise somnat mein

muTThi mein apni aise lakiron ko qaid kar
jaise tera nasib ho tere hi hat mein

kaise yaqin aae bhala us ki baat ka
jis ka mizaj mil na sake baat baat mein

wo jo fuzul-KHarch hai kal na-shanas bhi
barakat talash karta hai chhe aaTh sat mein

saudagaron mein kitni hi raaten guzar kar
qimat ki nabz Dub gai ek raat mein

insan ne mehr-o-mah ke parde uTha diye
KHud ko talash kar na saka kaenat mein

(666) ووٹ وصول ہوئے

You can read Main Usko DhunDhta Hun Tere Iltifat Mein written by Abid Akhtar at UrduPoint. Main Usko DhunDhta Hun Tere Iltifat Mein is one of the masterpieces written by Abid Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Abid Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abid Akhtar' above.

Main Usko DhunDhta Hun Tere Iltifat Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Usko DhunDhta Hun Tere Iltifat Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.