Ye Manzar Dekh Kar Sahil Ki Hairani Nahin Jati, Urdu Ghazal By Abrar Ahmad Kashif

Ye Manzar Dekh Kar Sahil Ki Hairani Nahin Jati is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abrar Ahmad Kashif. Ye Manzar Dekh Kar Sahil Ki Hairani Nahin Jati comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Ye Manzar Dekh Kar Sahil Ki Hairani Nahin Jati on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ منظر دیکھ کر ساحل کی حیرانی نہیں جاتی

ابرار احمد کاشف

یہ منظر دیکھ کر ساحل کی حیرانی نہیں جاتی

مجھے چھو کر بھی کوئی موج طوفانی نہیں جاتی

پریشانی اگر ہے تو پریشانی کا حل بھی ہے

پریشاں حال رہنے سے پریشانی نہیں جاتی

یہ کیسے لوگ ہیں جو آئینہ پہچان لیتے ہیں

کہ اب ہم سے تو اپنی شکل پہچانی نہیں جاتی

بہت کنجوس ہیں آنکھیں مری آنسو بہانے میں

اگرچہ دولت غم کی فراوانی نہیں جاتی

غم دنیا سے پہلو تو مرا آباد رہتا ہے

مگر دل ہے کہ اس کی خانہ ویرانی نہیں جاتی

ابرار احمد کاشف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Manzar Dekh Kar Sahil Ki Hairani Nahin Jati

Abrar Ahmad Kashif

ye manzar dekh kar sahil ki hairani nahin jati
mujhe chhu kar bhi koi mauj-e-tufani nahin jati

pareshani agar hai to pareshani ka hal bhi hai
pareshan-haal rahne se pareshani nahin jati

ye kaise log hain jo aaina pahchan lete hain
ki ab hum se to apni shakl pahchani nahin jati

bahut kanjus hain aankhen meri aansu bahane mein
agarche daulat-e-gham ki farawani nahin jati

gham-e-duniya se pahlu to mera aabaad rahta hai
magar dil hai ki is ki KHana-virani nahin jati

(4035) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ye Manzar Dekh Kar Sahil Ki Hairani Nahin Jati written by Abrar Ahmad Kashif at UrduPoint. Ye Manzar Dekh Kar Sahil Ki Hairani Nahin Jati is one of the masterpieces written by Abrar Ahmad Kashif. You can also find the complete poetry collection of Abrar Ahmad Kashif by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abrar Ahmad Kashif' above.

Ye Manzar Dekh Kar Sahil Ki Hairani Nahin Jati is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Manzar Dekh Kar Sahil Ki Hairani Nahin Jati, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.