Rafta Rafta Sanwar Rahi Hai Raat, Urdu Ghazal By Abul Lais Javed

Rafta Rafta Sanwar Rahi Hai Raat is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abul Lais Javed. Rafta Rafta Sanwar Rahi Hai Raat comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Rafta Rafta Sanwar Rahi Hai Raat on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رفتہ رفتہ سنور رہی ہے رات

ابواللیث جاوید

رفتہ رفتہ سنور رہی ہے رات

مانگ تاروں سے بھر رہی ہے رات

برف کی چوٹیوں سے ہو ہو کر

فرش گل پر اتر رہی ہے رات

خواب پلکوں پہ اب نہیں سجتے

اب تو ان پر ٹھہر رہی ہے رات

میں سحر کی تلاش کیا کرتا

میری تو ہم سفر رہی ہے رات

نور کی کشتیاں ہیں ساحل پر

پانیوں میں اتر رہی ہے رات

اپنا سایہ بھی ساتھ چھوڑ گیا

اصل میں معتبر رہی ہے رات

کوئی لے جیسے آخری ہچکی

اس قدر مختصر رہی ہے رات

کیوں نہ جاویدؔ رند ہو جائے

یوں اشارے ہی کر رہی ہے رات

ابواللیث جاوید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rafta Rafta Sanwar Rahi Hai Raat

Abul Lais Javed

rafta rafta sanwar rahi hai raat
mang taron se bhar rahi hai raat

barf ki choTiyon se ho ho kar
farsh-e-gul par utar rahi hai raat

KHwab palkon pe ab nahin sajte
ab to un par Thahar rahi hai raat

main sahar ki talash kya karta
meri to ham-safar rahi hai raat

nur ki kashtiyan hain sahil par
paniyon mein utar rahi hai raat

apna saya bhi sath chhoD gaya
asal mein mo'atabar rahi hai raat

koi le jaise aaKHri hichki
is qadar muKHtasar rahi hai raat

kyon na 'jawed' rind ho jae
yun ishaare hi kar rahi hai raat

(695) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rafta Rafta Sanwar Rahi Hai Raat written by Abul Lais Javed at UrduPoint. Rafta Rafta Sanwar Rahi Hai Raat is one of the masterpieces written by Abul Lais Javed. You can also find the complete poetry collection of Abul Lais Javed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abul Lais Javed' above.

Rafta Rafta Sanwar Rahi Hai Raat is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rafta Rafta Sanwar Rahi Hai Raat, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.