Kash Waqt Tham Jata, Urdu Nazam By Aditya Pant Naaqid

Kash Waqt Tham Jata is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Aditya Pant Naaqid. Kash Waqt Tham Jata comes under the Social category of Urdu Nazam. You can read Kash Waqt Tham Jata on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کاش وقت تھم جاتا

آدتیہ پنت ناقد

کتاب حیات کا یہ پنا

اچھا ہوتا جو برقرار رہتا

وقت کی تیز رفتار پر

کاش میرا بھی اختیار رہتا

ایک دل کش سفینہ بن کر

گزرے وقت کا لمحہ لمحہ

آنکھوں کی گہری جھیل میں

کھائے ہچکولے رفتہ رفتہ

یہ سفینہ ساحل پا بھی لیتا

گر ہاتھ میں پتوار رہتا

یوں تو ایک لمبے عرصے تک

ساتھ رہے ہم ایک جگہ

لیکن جیسے ہی ملے کیوں

جدائی کا لمحہ آ گیا

قافلہ وقت کا یہیں تھم جائے

ہے بس یہی انتظار رہتا

آدتیہ پنت ناقد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kash Waqt Tham Jata

Aditya Pant Naaqid

kitab-e-hayat ka ye panna
achchha hota jo barqarar rahta
waqt ki tez raftar par
kash mera bhi iKHtiyar rahta

ek dilkash safina ban kar
guzre waqt ka lamha lamha
aankhon ki gahri jhil mein
khae hachkole rafta rafta
ye safina sahil pa bhi leta
gar hath mein patwar rahta

yun to ek lambe arse tak
sath rahe hum ek jagah
lekin jaise hi mile kyun
judai ka lamha aa gaya
qafila waqt ka yahin tham jae
hai bas yahi intizar rahta

(911) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kash Waqt Tham Jata written by Aditya Pant Naaqid at UrduPoint. Kash Waqt Tham Jata is one of the masterpieces written by Aditya Pant Naaqid. You can also find the complete poetry collection of Aditya Pant Naaqid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aditya Pant Naaqid' above.

Kash Waqt Tham Jata is a widely read Urdu Nazam. If you like Kash Waqt Tham Jata, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.