Asl Haalat Ka Bayan Zahir Ke Sanchon Mein Nahin, Urdu Ghazal By Aftab Hussain

Asl Haalat Ka Bayan Zahir Ke Sanchon Mein Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aftab Hussain. Asl Haalat Ka Bayan Zahir Ke Sanchon Mein Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Asl Haalat Ka Bayan Zahir Ke Sanchon Mein Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اصل حالت کا بیاں ظاہر کے سانچوں میں نہیں

آفتاب حسین

اصل حالت کا بیاں ظاہر کے سانچوں میں نہیں

بات جو دل میں ہے میرے میرے لفظوں میں نہیں

اک زمانہ تھا کہ اک دنیا مرے ہم راہ تھی

اور اب دیکھوں تو رستہ بھی نگاہوں میں نہیں

کوئی آسیب بلا ہے شہر پر چھایا ہوا

بوئے آدم زاد تک خالی مکانوں میں نہیں

رفتہ رفتہ سب ہماری راہ پر آتے گئے

بات ہے جو ہم بروں میں اچھے اچھوں میں نہیں

اپنے ہی دم سے چراغاں ہے وگرنہ آفتابؔ

اک ستارہ بھی مری ویران شاموں میں نہیں

آفتاب حسین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Asl Haalat Ka Bayan Zahir Ke Sanchon Mein Nahin

Aftab Hussain

asl haalat ka bayan zahir ke sanchon mein nahin
baat jo dil mein hai mere mere lafzon mein nahin

ek zamana tha ki ek duniya mere hamrah thi
aur ab dekhun to rasta bhi nigahon mein nahin

koi aaseb-e-bala hai shahr par chhaya hua
bu-e-adam-zad tak KHali makanon mein nahin

rafta rafta sab hamari rah par aate gae
baat hai jo hum buron mein achchhe achchhon mein nahin

apne hi dam se charaghan hai wagarna 'aftab'
ek sitara bhi meri viran shamon mein nahin

(631) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Asl Haalat Ka Bayan Zahir Ke Sanchon Mein Nahin written by Aftab Hussain at UrduPoint. Asl Haalat Ka Bayan Zahir Ke Sanchon Mein Nahin is one of the masterpieces written by Aftab Hussain. You can also find the complete poetry collection of Aftab Hussain by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aftab Hussain' above.

Asl Haalat Ka Bayan Zahir Ke Sanchon Mein Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Asl Haalat Ka Bayan Zahir Ke Sanchon Mein Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.