Dekhe Koi Talluq-e-KHatir Ke Rang Bhi, Urdu Ghazal By Aftab Hussain

Dekhe Koi Talluq-e-KHatir Ke Rang Bhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aftab Hussain. Dekhe Koi Talluq-e-KHatir Ke Rang Bhi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dekhe Koi Talluq-e-KHatir Ke Rang Bhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیکھے کوئی تعلق خاطر کے رنگ بھی

آفتاب حسین

دیکھے کوئی تعلق خاطر کے رنگ بھی

اس فتنہ خو سے پیار بھی ہے اور جنگ بھی

دل ہی نہیں ہے اس کے تصور میں شاد کام

اک سر خوشی میں جھومتا ہے انگ انگ بھی

کچھ ربط خاص اصل کا ظاہر کے ساتھ ہے

خوشبو اڑے تو اڑتا ہے پھولوں کا رنگ بھی

ایسا نہیں کہ آٹھ پہر بے دلی رہے

بجتے ہیں غم کدے میں کبھی جل ترنگ بھی

دیکھا ہے آج اس نے مجھے مڑ کے آفتابؔ

اس واقعے پہ خوش بھی ہوں میں اور دنگ بھی

آفتاب حسین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dekhe Koi Talluq-e-KHatir Ke Rang Bhi

Aftab Hussain

dekhe koi talluq-e-KHatir ke rang bhi
us fitna-KHu se pyar bhi hai aur jang bhi

dil hi nahin hai us ke tasawwur mein shad-kaam
ek sarKHushi mein jhumta hai ang ang bhi

kuchh rabt-e-KHas asl ka zahir ke sath hai
KHushbu uDe to uDta hai phulon ka rang bhi

aisa nahin ki aaTh pahar be-dili rahe
bajte hain gham-kade mein kabhi jal-tarang bhi

dekha hai aaj us ne mujhe muD ke 'aftab'
is waqiye pe KHush bhi hun main aur dang bhi

(641) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dekhe Koi Talluq-e-KHatir Ke Rang Bhi written by Aftab Hussain at UrduPoint. Dekhe Koi Talluq-e-KHatir Ke Rang Bhi is one of the masterpieces written by Aftab Hussain. You can also find the complete poetry collection of Aftab Hussain by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aftab Hussain' above.

Dekhe Koi Talluq-e-KHatir Ke Rang Bhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dekhe Koi Talluq-e-KHatir Ke Rang Bhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.