Har Phul Hai Hawaon Ke RuKH Par Khila Hua, Urdu Ghazal By Aftab Hussain

Har Phul Hai Hawaon Ke RuKH Par Khila Hua is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aftab Hussain. Har Phul Hai Hawaon Ke RuKH Par Khila Hua comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Phul Hai Hawaon Ke RuKH Par Khila Hua on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر پھول ہے ہواؤں کے رخ پر کھلا ہوا

آفتاب حسین

ہر پھول ہے ہواؤں کے رخ پر کھلا ہوا

اور میں ہوں اپنے خواب کے اندر کھلا ہوا

یہ میں جو رات دن نہیں اپنے حواس میں

وہ باغ ہے ضرور کہیں پر کھلا ہوا

کچھ میرے سر کو بھی تھی مہک سی چڑھی ہوئی

کچھ وہ بھی سامنے تھا برابر کھلا ہوا

خوابوں میں خوشبوئیں سی خیالوں میں رنگ سے

یہ باغ ہو اگر کہیں باہر کھلا ہوا

کن منظروں میں مجھ کو مہکنا تھا آفتابؔ

کس ریگزار پر ہوں میں آ کر کھلا ہوا

آفتاب حسین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Phul Hai Hawaon Ke RuKH Par Khila Hua

Aftab Hussain

har phul hai hawaon ke ruKH par khila hua
aur mein hun apne KHwab ke andar khila hua

ye main jo raat din nahin apne hawas mein
wo bagh hai zarur kahin par khila hua

kuchh mere sar ko bhi thi mahak si chaDhi hui
kuchh wo bhi samne tha barabar khila hua

KHwabon mein KHushbuen si KHayalon mein rang se
ye bagh ho agar kahin bahar khila hua

kin manzaron mein mujh ko mahakna tha 'aftab'
kis regzar par hun main aa kar khila hua

(661) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Phul Hai Hawaon Ke RuKH Par Khila Hua written by Aftab Hussain at UrduPoint. Har Phul Hai Hawaon Ke RuKH Par Khila Hua is one of the masterpieces written by Aftab Hussain. You can also find the complete poetry collection of Aftab Hussain by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aftab Hussain' above.

Har Phul Hai Hawaon Ke RuKH Par Khila Hua is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Phul Hai Hawaon Ke RuKH Par Khila Hua, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.