Shair-e-rangin Fasana Ho Gaya, Urdu Ghazal By Agha Shayar Qazalbash

Shair-e-rangin Fasana Ho Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Agha Shayar Qazalbash. Shair-e-rangin Fasana Ho Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shair-e-rangin Fasana Ho Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شاعر رنگیں فسانہ ہو گیا

آغا شاعر قزلباش

شاعر رنگیں فسانہ ہو گیا

شعر بلبل کا ترانہ ہو گیا

اس قدر نقشے اتارے یار نے

یہ جہاں تصویر خانہ ہو گیا

وہ چمن کی یاد نے مضطر کیا

زہر مجھ کو آب و دانہ ہو گیا

آنکھ سے ٹپکی جو آنسو کی لڑی

قافلہ غم کا روانہ ہو گیا

جان لینے آئے تھے شاعرؔ وہی

موت کا تو اک بہانہ ہو گیا

آغا شاعر قزلباش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shair-e-rangin Fasana Ho Gaya

Agha Shayar Qazalbash

shair-e-rangin fasana ho gaya
sher bulbul ka tarana ho gaya

is qadar naqshe utare yar ne
ye jahan taswir-kHana ho gaya

wo chaman ki yaad ne muztar kya
zahr mujh ko aab-o-dana ho gaya

aankh se Tapki jo aansu ki laDi
qafila gham ka rawana ho gaya

jaan lene aae the 'shair' wahi
maut ka to ek bahana ho gaya

(863) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shair-e-rangin Fasana Ho Gaya written by Agha Shayar Qazalbash at UrduPoint. Shair-e-rangin Fasana Ho Gaya is one of the masterpieces written by Agha Shayar Qazalbash. You can also find the complete poetry collection of Agha Shayar Qazalbash by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Agha Shayar Qazalbash' above.

Shair-e-rangin Fasana Ho Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shair-e-rangin Fasana Ho Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.