Koi Na Dube Main Yun Sahaare Bana Raha Hun, Urdu Ghazal By Ahmad Azeem

Koi Na Dube Main Yun Sahaare Bana Raha Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Azeem. Koi Na Dube Main Yun Sahaare Bana Raha Hun comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Koi Na Dube Main Yun Sahaare Bana Raha Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کوئی نہ ڈوبے میں یوں سہارے بنا رہا ہوں

احمد عظیم

کوئی نہ ڈوبے میں یوں سہارے بنا رہا ہوں

جہاں بھنور ہے وہیں کنارے بنا رہا ہوں

یہ غزلیں سن کے تو اپنے اوپر غرور مت کر

میں واہ واہ ہی کو استعارے بنا رہا ہوں

یہ میں ہی کہتا تھا پھول مت توڑ پر یہ گجرے

میں اس کے غصے کے ڈر کے مارے بنا رہا ہوں

سوا ہمارے کوئی نہ سمجھے ہماری باتیں

یوں گفتگو کے نئے اشارے بنا رہا ہوں

جو تم نے تصویر بھیجی میری ادھوری سی تھی

سو اس کے چاروں طرف شرارے بنا رہا ہوں

مجھے بڑھانا ہے چاند تاروں کے مرتبے کو

سو اس کے ماتھے پہ چاند تارے بنا رہا ہوں

احمد عظیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Koi Na Dube Main Yun Sahaare Bana Raha Hun

Ahmad Azeem

koi na Dube main yun sahaare bana raha hun
jahan bhanwar hai wahin kinare bana raha hun

ye ghazlen sun ke tu apne upar ghurur mat kar
main wah wah hi ko istiare bana raha hun

ye main hi kahta tha phul mat toD par ye gajre
main us ke ghusse ke Dar ke mare bana raha hun

siwa hamare koi na samjhe hamari baaten
yun guftugu ke nae ishaare bana raha hun

jo tum ne taswir bheji meri adhuri si thi
so us ke chaaron taraf sharare bana raha hun

mujhe baDhana hai chand taron ke martabe ko
so us ke mathe pe chand tare bana raha hun

(815) ووٹ وصول ہوئے

You can read Koi Na Dube Main Yun Sahaare Bana Raha Hun written by Ahmad Azeem at UrduPoint. Koi Na Dube Main Yun Sahaare Bana Raha Hun is one of the masterpieces written by Ahmad Azeem. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Azeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Azeem' above.

Koi Na Dube Main Yun Sahaare Bana Raha Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Koi Na Dube Main Yun Sahaare Bana Raha Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.