Un Ko Mein Karbala Ke Mahine Mein Launga, Urdu Ghazal By Ahmad Khayal

Un Ko Mein Karbala Ke Mahine Mein Launga is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Khayal. Un Ko Mein Karbala Ke Mahine Mein Launga comes under the Sufi category of Urdu Ghazal. You can read Un Ko Mein Karbala Ke Mahine Mein Launga on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ان کو میں کربلا کے مہینے میں لاؤں گا

احمد خیال

ان کو میں کربلا کے مہینے میں لاؤں گا

کوفہ کے سارے لوگ مدینے میں لاؤں گا

یہ زر بھی ایک روز دفینے میں لاؤں گا

سارے جہاں کے درد کو سینے میں لاؤں گا

مٹی کچھ اجنبی سے جزیروں کی لازمی

لوٹا تو اپنے ساتھ سفینے میں لاؤں گا

پہلے کروں گا چھت پہ بہت دیر گفتگو

پھر اس کے بعد چاند کو زینے میں لاؤں گا

جی بھر کے میں نے خاک اڑا لی نگر نگر

اب زندگی کو ایک قرینے میں لاؤں گا

احمد خیال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Un Ko Mein Karbala Ke Mahine Mein Launga

Ahmad Khayal

un ko mein karbala ke mahine mein launga
kufa ke sare log madine mein launga

ye zar bhi ek roz dafine mein launga
sare jahan ke dard ko sine mein launga

miTTi kuchh ajnabi se jaziron ki lazmi
lauTa tu apne sath safine mein launga

pahle karunga chhat pe bahut der guftugu
phir is ke baad chand ko zine mein launga

ji bhar ke mein ne KHak uDa li nagar nagar
ab zindagi ko ek qarine mein launga

(1499) ووٹ وصول ہوئے

You can read Un Ko Mein Karbala Ke Mahine Mein Launga written by Ahmad Khayal at UrduPoint. Un Ko Mein Karbala Ke Mahine Mein Launga is one of the masterpieces written by Ahmad Khayal. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Khayal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Khayal' above.

Un Ko Mein Karbala Ke Mahine Mein Launga is a widely read Urdu Ghazal. If you like Un Ko Mein Karbala Ke Mahine Mein Launga, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sufi Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.