Dasht Mein Wadi-e-shadab Ko Chhu Kar Aaya, Urdu Ghazal By Ahmad Khayal

Dasht Mein Wadi-e-shadab Ko Chhu Kar Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Khayal. Dasht Mein Wadi-e-shadab Ko Chhu Kar Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dasht Mein Wadi-e-shadab Ko Chhu Kar Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دشت میں وادئ شاداب کو چھو کر آیا

احمد خیال

دشت میں وادئ شاداب کو چھو کر آیا

میں کھلی آنکھ حسیں خواب کو چھو کر آیا

اس کو چھو کر مجھے محسوس ہوا ہے ایسے

جیسے میں ریشم و کمخواب کو چھو کر آیا

مجھ کو معلوم ہے پوروں کے دمکنے کا جواز

رات میں خواب میں مہتاب کو چھو کر آیا

جسم کے ساتھ مری روح بھی نم ہونے لگی

جب سے اس دیدۂ پر آب کو چھو کر آیا

روح کی کائی اسی طور سے چھٹنا تھی سو میں

صبح دم منبر و محراب کو چھو کر آیا

مرتعش کرنوں کا رقص ایک گھڑی بھی نہ تھمے

چاند کس طرز کے تالاب کو چھو کر آیا

احمد خیال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dasht Mein Wadi-e-shadab Ko Chhu Kar Aaya

Ahmad Khayal

dasht mein wadi-e-shadab ko chhu kar aaya
main khuli-ankh hasin KHwab ko chhu kar aaya

us ko chhu kar mujhe mahsus hua hai aise
jaise main resham-o-kim-KHwab ko chhu kar aaya

mujh ko malum hai poron ke damakne ka jawaz
raat main KHwab mein mahtab ko chhu kar aaya

jism ke sath meri ruh bhi nam hone lagi
jab se us dida-e-pur-ab ko chhu kar aaya

ruh ki kai isi taur se chhaTna thi so main
subh-dam mimbar-o-mehrab ko chhu kar aaya

murtaish kirnon ka raqs ek ghaDi bhi na thame
chand kis tarz ke talab ko chhu kar aaya

(799) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dasht Mein Wadi-e-shadab Ko Chhu Kar Aaya written by Ahmad Khayal at UrduPoint. Dasht Mein Wadi-e-shadab Ko Chhu Kar Aaya is one of the masterpieces written by Ahmad Khayal. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Khayal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Khayal' above.

Dasht Mein Wadi-e-shadab Ko Chhu Kar Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dasht Mein Wadi-e-shadab Ko Chhu Kar Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.