So Hashr Mein Liye Dil-e-hasrat Maab Mein, Urdu Ghazal By Ahsan Marahravi

So Hashr Mein Liye Dil-e-hasrat Maab Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahsan Marahravi. So Hashr Mein Liye Dil-e-hasrat Maab Mein comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read So Hashr Mein Liye Dil-e-hasrat Maab Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سو حشر میں لیے دل حسرت مآب میں

احسن مارہروی

سو حشر میں لیے دل حسرت مآب میں

آباد ہو رہا ہوں جہان خراب میں

ہم اپنی بے قراری دل سے ہیں بے قرار

آمیزش سکوں ہے اس اضطراب میں

اب سیر گل کہاں، دل رنگیں نظر کہاں

اک خواب تھا جو دیکھ لیا تھا شباب میں

بڑھ بڑھ کے چھپ رہے ہیں پس پردہ بار بار

کیا کیا تکلفات ہیں ترک حجاب میں

احسنؔ دل ان کو دو مگر اتنا تو پوچھ لو

لیتے ہو تم یہ نقد رقم کس حساب میں

احسن مارہروی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

So Hashr Mein Liye Dil-e-hasrat Maab Mein

Ahsan Marahravi

so hashr mein liye dil-e-hasrat maab mein
aabaad ho raha hun jahan-e-KHarab mein

hum apni be-qarari-e-dil se hain be-qarar
aamezish-e-sukun hai is iztirab mein

ab sair-e-gul kahan dil-e-rangin nazar kahan
ek KHwab tha jo dekh liya tha shabab mein

baDh baDh ke chhup rahe hain pas parda bar bar
kya kya takallufat hain tark-e-hijab mein

'ahsan' dil un ko do magar itna to puchh lo
lete ho tum ye naqd raqam kis hisab mein

(673) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read So Hashr Mein Liye Dil-e-hasrat Maab Mein written by Ahsan Marahravi at UrduPoint. So Hashr Mein Liye Dil-e-hasrat Maab Mein is one of the masterpieces written by Ahsan Marahravi. You can also find the complete poetry collection of Ahsan Marahravi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahsan Marahravi' above.

So Hashr Mein Liye Dil-e-hasrat Maab Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like So Hashr Mein Liye Dil-e-hasrat Maab Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.